Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ashaar

    ek aur driya (river ) k samna the munir muj ko
    main driya k paar utra tu mai nay dekha


    Comment


    • Re: ashaar

      Taza hawa k shaoq mai aa sakinaN_e_shihr,
      Itny na dar banao ki diwar gir pary.


      Comment


      • Re: ashaar

        bandh jay gar kisi se rooh ka bandhan
        to izhar-e-ishq ko ilfaaz ki zaroorat nhi rehti


        Comment


        • Re: ashaar

          Na hay dosti kisi din se ub , na hay dushmani kisi raat se
          hay bacha hi kia jo woh lay gaya mujhe cheen kr meri zaat se


          Comment


          • Re: ashaar

            Sach to ye hai aik umer guzri sar e maqtl ...
            Ham kon se lamhe me sar e dar nahi the...


            Comment


            • Re: ashaar

              Haan Mujhay Rasm-E-Mohabbat Ka Saleeqa Nahin,

              Ja Kisi Aur Ka Honay Ki Ejaazat Hy Tujhay.


              Comment


              • Re: ashaar

                sar nagoon tha wo manzar kase dekhta ....
                tha hajoom e duosta kas kas ka pather dekhta....


                Comment


                • Re: ashaar

                  wo dekho sarak kianare pe ajab madhosh baitha
                  dikhta to musafir hai,mgr be-nishan manzil ka


                  Comment


                  • Re: ashaar

                    Chand Chihra sitara AnkhaiN mairy khudaya,
                    MaiN zindagi k azab likhooN ki khwab likhooN


                    Comment


                    • Re: ashaar

                      mujhe dushman k irade pe bhi peear aat hai...
                      teri ulfat ne muhbat meri aadat kar di.....


                      Comment


                      • Re: ashaar

                        bahana kiyou talaash kartay ho rooth jane ka

                        faraz

                        bs itna he keh do ka ab dil mein jagah nahe rahi tmhara liya


                        Comment


                        • Re: ashaar

                          Ye Mera hosla ha k tere baghair....
                          Saans leta hn bat krta hn..


                          Comment


                          • Re: ashaar

                            tum se bichar kay hum bhi muqaddar k ho gaye
                            phir jo bhi dar mila usi dar k ho gaye


                            Comment


                            • Re: ashaar

                              kuch kisa-e-hayat ko suna rha hai wo
                              jisai chah ke bhi na pa saka usai bula rha hai wo
                              ab to chale aao do ghari k rooh becain hai bhot
                              k rooth kr is jahan se us jahan ko ja rha hai wo


                              Comment


                              • Re: ashaar

                                Tujh ko rukhsta toh kr doon magar mera dukh hay yahee
                                jo aik baar bichar jaaye woh dobara nahee milta


                                Comment

                                Working...
                                X