Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ashaar

    wo kehti hai suno jana muhabbat mome ka ghar hai
    tapish ki badgumani hi kahin pighla na de isko
    mai kehta houn k jis dil main zra bhi badgumani ho
    wahan kuch or ho to ho muhabbat ho nahi sakti


    Comment


    • Re: ashaar

      ghamme-hayat ka jhagra mita rha hai koi
      chaly aao k dunia se ja rha hai koi
      Azal se kehdo k ruk jai do ghari
      suna hai aane ka wada nibha rha hai koi
      wo is ada se baithai hain meri laash k pas
      k jese roothai hue ko mna rha ho koi
      palat k a na jai kahin saans ab meri
      haseen hathoun mayyat ko saja rha hai koi


      Comment


      • Re: ashaar

        main apni dosty ko shehr main ruswa nahee krty
        muhabbt main bhi krty hoon magr charcha nahee krty


        Comment


        • Re: ashaar

          Zindagi kb ki ho chuki khamosh,
          Dil to bs aadataN dharkta hai.


          Comment


          • Re: ashaar

            sakoon un ko nahee milta kabhi pardes jaa kr bhi
            jinhein apnay watan main dil laga kr kuch nahee milta


            Comment


            • Re: ashaar

              Us ki aankhoN ko kbhi ghawar sy daikha hy FARAZ,
              Sony waloN ki tarha, jagny waloN jaic.


              Comment


              • Re: ashaar

                Rah rah kr tera dard chamakta hi rahe ga
                ye shula e be taab lapkta hi rahe ga
                deewane guzar jain gain hr manzil e gham se
                heerat se zamana enheen taktta hi rahe ga


                Comment


                • Re: ashaar

                  Aseb Zadda Ghar Ka Main Wo Daricha Hon “Mohsin”
                  Deemak Ki Tarha Kha Gai jise Dastak Ki Tamanna……


                  Comment


                  • Re: ashaar

                    na milay ho na fasla rakha
                    Tum nay kaisa yeh rabta rakha


                    Comment


                    • Re: ashaar

                      Lay k aajati hai aik qafla armaanoN ka,
                      Ap ki yaad jo tanha kabhi pati hai mujy.


                      Comment


                      • Re: ashaar

                        kbhi zindgi se gala kr k roy kbhi muot ki dua kr k roy
                        ajab salsla hai nazam e muhbt adda kr k roy qaza kr k roy


                        Comment


                        • Re: ashaar

                          sanson ka toot jana toh aam sii baat hay Faraz
                          jahan apnay badal jayein moat us ko kehtey hain


                          Comment


                          • Re: ashaar

                            mana k akaila houn mgr abaad kr laita houn veraany
                            bhot roy gi mere baad meri sham-e-tanhai


                            Comment


                            • Re: ashaar

                              hawa jub zard patton ko juda krty hay shakhon sey
                              mujhe tum sey bichar jana buht hi yaad ata hay


                              Comment


                              • Re: ashaar

                                ab muje tumhari yaad kbhi bhi nahi aati
                                han mgr jb jb main saans laita houn bhot hi yaad ati ho


                                Comment

                                Working...
                                X