Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ashaar

    Tanha apni hatheli per us kanaam tu likh liya
    par ye na socha k taqdeer to khuda likhta hai


    Comment


    • Re: ashaar

      Kabi tora kabi jora kabhi phir tor kar jora,
      Ic pewand kari ny shikasta kar diya dil ko.


      Comment


      • Re: ashaar

        Mein ne palkon se darr e yaar pe dastak di hy
        Mein woh saail hon jisay koi b sada yaad nhe


        Comment


        • Re: ashaar

          Aagah apni maut se koi bashar nahin
          Saamaan sau baras ka hai pal ki khabar nahin


          Comment


          • Re: ashaar

            Dawa bara hai ilm_i_Riyazi mai aap ko,
            Tool_i_shab_i_firaq zara naap lijiye.


            Comment


            • Re: ashaar

              Sar bech kr mata-e-dil-o jaan khareedna,
              Soda hai wo k jis main khasaara koi nahi.


              Comment


              • Re: ashaar

                Uc ki apni baiti ki hathaili khushk rihti hai,
                Jo borha dhoop mai din bhar hina taqseem karta hai.


                Comment


                • Re: ashaar

                  zindagi youn bhi kum hay muhabbat kay liye
                  Rooth kr waqt ganawanay ki zaroorat kia hay


                  Comment


                  • Re: ashaar

                    Ab mulaqat mai wo garmi_ye_jazbaat kahaN,
                    Ab to rakhny wo MUHABAT ka bharm aaty haiN.


                    Comment


                    • Re: ashaar

                      Jb bhi aata hai maira nam tairy nam k sath,
                      Jany q log mairy nam sy jal jaty haiN.


                      Comment


                      • Re: ashaar

                        Mujh Se Kehti Hai Sada Tere Sath Rahongi
                        Buhut Pyaar Karti Hai Mujh Se Udaasi Meri


                        Comment


                        • Re: ashaar

                          Aaaaaaao...! chup ki zubaN mai NASIR,
                          .
                          .
                          .
                          Iiiiiiitni bataiN karaiN ki thak jayaiN......


                          Comment


                          • Re: ashaar

                            wo aik pal hi kafi hai jis main ap mayyasar ho
                            us ik pal se ziada to zindgi ki khuaish bhi nhi


                            Comment


                            • Re: ashaar

                              Waqt mila usey to humein bhi yaad kar hi legaaa woh..!

                              fursat k auqaat mai hum bhi barey khaaas hain us k liye...


                              Comment


                              • Re: ashaar

                                youn nazar se baat ki aur dil chura liya
                                seekha hai kahan se tum ne ye be-waqt ka rulana


                                Comment

                                Working...
                                X