Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ashaar

    Inhi patharon pe chal kr agarr asako to aaoo
    Mere ghur k raastey main kahin kahkashan nahi hai


    Comment


    • Re: ashaar

      Tash-khees baja hy k mujeh ishq hua hy
      Nuskhay main likho, Uss sy mulaqaat musalsal


      Comment


      • Re: ashaar

        Lafzon ki aabru ko ganwa na yun adeem....

        Jo manta nahi usay kehna fazool hai...


        Comment


        • Re: ashaar

          Ye Saaneha Bhi Muhabbat Main Baar-ha Guzra
          Kay Us Nay Haal Bhi Poochha To Aankh Bher Aai

          Phir Us Ki Yaad Main Dil Beqarar Hay NASIR
          Bicharr Kay Jis Say Hoi Sheher Sheher Rusvaai


          Comment


          • Re: ashaar

            Tum Ko Jab Bojh Lage Saath To Bata Dena,,,,,
            Hum Chup Chaap Muhabbat Se Mukar Jain gy


            Comment


            • Re: ashaar

              faslon kay ma-ani ka kioun fareb khaatey ho
              jitna door jaatey ho utna pass atey ho
              hum sey poochtey ho kioun kitna yaad krtey hain
              jitna yaad krtey ho utna yaad atey ho


              Comment


              • Re: ashaar

                dil-o-nazar say kuch dair be juda rakhoun

                ye meray bas mein nahike usay khafa rakhoun

                nahi hai kuch be meray zehen mein siwa uske

                mein usko bhula doon to yaad kia rakhoun........!!!!!!!


                Comment


                • Re: ashaar

                  nahi sarkash ki sarkobi main wo mohtaj quwwat ka
                  usi ko chun liya jisko zayeef-o-natawan paaya


                  Comment


                  • Re: ashaar

                    hamain yeh zoam tha is baar woh pukarein gay
                    Unhein yeh zid thee kay har baar hum sada detey


                    Comment


                    • Re: ashaar

                      bahut ajeeb hain ye bandashen mohabbat ke Faraz

                      na uss ne Qaid mein rakha na hum fraar huey..!!!


                      Comment


                      • Re: ashaar

                        yaad krna bhi usey bhool bhi jatey rehna
                        acha lgta hay isi dhun main bikhrtey rehna


                        Comment


                        • Re: ashaar

                          Ek he andaz mein ghunda dono ka khameer tha

                          kamtar nahi tha mein na he woh haqeer thaa

                          iss baat per apni mafahemat na ho saki

                          woh khud parast tu me be anna ka asser thaa


                          Comment


                          • Re: ashaar

                            Hzaroon Hadse Tujh Pr Qeeamat Ban k Guzre Hain..........
                            Tu Es Pe B Salamat Hai DIL E KHUSH fahm Teera Kia Kahna ...


                            Comment


                            • Re: ashaar

                              Manzil kahan ki aur kahan ki musaftain,
                              Jab ki safar hi daairon k darmiyan tha.


                              Comment


                              • Re: ashaar

                                Us Ke Chour Janey Ke Baad Ab Mohabat Nahi Kartey Kisi Se...
                                .
                                .
                                Thori Si Tu Umar Hai Guzar Jaegi Ose Yaad Kartey Kartey


                                Comment

                                Working...
                                X