Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ashaar

    Taqdeer Likhne wale ek ahsaan likh de,
    mere dost ki taqdeer me ek our muskaan likh de.
    Na mile kabhi dard usko......
    Tu Chahe to uskii kismat me meri jaan likh de....


    Comment


    • Re: ashaar

      Kisi Ne Kaha Tha Kisi Se Na Kehna,
      Lage Chot Dil Pe To Khamosh Hi Rehna,
      Jahan Chot Khana Waha Muskurana,
      Magar Muskurana Is Adaa Se Ki Ro De Saara Zamana..!


      Comment


      • Re: ashaar

        Ye hum hi hain jo tera derd chuppa ker dil main

        kaam duniya ke ba.dastour kiye jate hain


        Comment


        • Re: ashaar

          Us nay kaha aao nayee duniyaa basatey hain
          usey soojhi shrarat thee yeh dil kuch aur samjha tha


          Comment


          • Re: ashaar

            Mat Nazar-Andaz karna *Maa* ki Talkeefon ko,,
            Ay Dost,,
            Jab Yeh Bichar jati hai tw Resham ky Takeye Par Bhi Neend Nahin Aati..


            Comment


            • Re: ashaar

              Tujhe bhulana hi awwal toh dastaras main nahee
              gar ikhtiaar bhi hota toh kia bhula detey


              Comment


              • Re: ashaar

                Mujh se har baar woh Nazrain chura laita hai Faraz..

                Mainay Kaghaz par bhi bana kar dekhin hain Aankhain uss ki


                Comment


                • Re: ashaar

                  Hum ,’,'Apni,’,’ Rooh Tere ,’,'Jism,’,’ mein hi Chhorr aaye “Faraz”..
                  Tujhe ,’,'Gale,’,’ se lagana to ek ,’,'Bahaana,’,’ tha..


                  Comment


                  • Re: ashaar

                    Mohabbat may haar jane par log naseeb ki baat krte hain


                    kabhi Khuda se mohabbat ki hoti to ye shikayat nhi hoti..


                    Comment


                    • Re: ashaar

                      Muhbat ankha hadsa hai ................
                      Tujh ko paya to khud ko kho dia main ne


                      Comment


                      • Re: ashaar

                        Ranj se Khugar ho Insan to Mit jata hai Ranj
                        Mushkilen Mujh par parin Itni k Asaan ho Gayin!


                        Comment


                        • Re: ashaar

                          Kabhi jazbaat to kabhi yadoon ko dafan karte hai,
                          Kabhi aansu to kabhi dard piya karte hai.
                          Mohtaj to nahi hum phir bhi,
                          Bus hr 1 saans ke baad Yaad Kiya Kartey hai..


                          Comment


                          • Re: ashaar

                            qurb k na wafa k hotay hain
                            saaray jhagray ana k hotay hain


                            Comment


                            • Re: ashaar

                              teri apni saansain bhi aik din tera sath chor jaen gi,
                              tu nadan ha jo is duniya main wafa talash karta ha


                              Comment


                              • Re: ashaar

                                Mujh ko acha nahee lagta koi hamnaam tera
                                koi tujh sa ho toh naam bhi tujh sa rakhay


                                Comment

                                Working...
                                X