Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ashaar

    Mushkil Mei Apne Bhi Sath Chor Jate HaiN Salman
    Tum Se Taluq Tu Faqat Dil Ka Thaa ...


    Comment


    • Re: ashaar

      Ham tou chiragh e awwal shab hain ,awwal shab hi bujh jaayen ge,
      Tum hi yaaro aakhir e shab tak deep se deep jalaaye rakhna....


      Comment


      • Re: ashaar

        Muhabbat ik saheefay ki manind
        Udas dilon main khushi ki sorat utarti hai


        Comment


        • Re: ashaar

          Abhi to mil k chalna hai, samander ki musaafat mein
          Phir aagey chal k dekhein gay, kinaara kon kerta hai


          Comment


          • Re: ashaar

            Agar zindagi ka falsaffa samajhna ho
            barish me kach'chi dewaar kharhi kr k dekhna


            Comment


            • Re: ashaar

              Hamen maloom tha anjaam ishq ka lekin,
              Hawani josh par thi zindagi barbaad kr bethey.


              Comment


              • Re: ashaar

                Main Hun Be-Watan Musafir, Mera Naam Bekasi Hai
                Mera Koi Bhi Nahin Hai Jo Gale Laga Ke Roye


                Comment


                • Re: ashaar

                  Chup chaap GumSum rehne walay,
                  Apnay aap se Jang kartey hain..!!!


                  Comment


                  • Re: ashaar

                    sar jhukanay se woh pathar devta ho jaayega
                    itna mat chaho usey woh bewafa ho jayega


                    Comment


                    • Re: ashaar

                      Mohabbat khoob ki, ker k nibhai b bohat lekin
                      Na iski ibtida samjay na iski inteha samjay !!!


                      Comment


                      • Re: ashaar

                        zameen dhund rahe hen k dafan ho jain...
                        hum apne nam ka kutbah uthaye phirtay hen..


                        Comment


                        • Re: ashaar

                          Woh larki jo dushman ka har hamla hans kar sehty thee
                          apno ki imdad koi aaye toh ghabra jaaty hay


                          Comment


                          • Re: ashaar

                            Jo ruke tu koh e garan thay hum..!!!

                            Jo chalay tu jaan se guzar gaye ..!!!

                            Rah-e-yaar hum ne qadam qadam

                            Tujhe yaadgar bana dia..!!!


                            Comment


                            • Re: ashaar

                              فکرِ معاش، ماتمِ دل، غمِ یار
                              تم سب سے معذرت کہ آج طبیعت اداس ہے


                              Comment


                              • Re: ashaar

                                Kya jaaniye kyun udaas thi woh
                                kab itni ada shanas thi woh
                                pairon mein hazar bedeeiyan thin
                                aur sarud-o-saman ki AAS thi woh


                                Comment

                                Working...
                                X