Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ashaar

    hum to wafa k ehd me umr apni jee liye
    maloom nhi kyun jee liye
    sabhi zehr kyun na pee liye
    ab waqt to hai guzar gyaa
    ab lab bhi hum ne see liye


    Comment


    • Re: ashaar

      MeRi Har Saans AmanAt HaI Us KI YADOON Ki,
      To0T Kr Is sE Ziaadah ME Usay Chahon Kese .. !! ?


      Comment


      • Re: ashaar

        Main jab b yaad kerta hon,us ko tu rota hon
        Akhri kamati thee meri.nahi di us nay.


        Comment


        • Re: ashaar

          "To jo roz pochta hai k kia hai zindgi aur mout to aa main bataon
          jo tujhe pa lia to zindgi jo tujhe kho dia to mout hai ...


          Comment


          • Re: ashaar

            takleef agar jism me ho to dawa asar kia krti hai
            gr dard rooh me utar jai to tabeeb soorat-e-mout mila krte hain


            Comment


            • Re: ashaar

              Kisi bhi khawab ki aankheen naheen hoteen.
              Magar phir bhi hum apney aap ko
              Taskeen dene k liye khawaboon ki
              Fasal abaad rakhty hain.


              Comment


              • Re: ashaar

                ub us kay shehr main thehrein kay kooch kr jaayein
                Faraaz aao sitaarey safar kay dekhtey hain


                Comment


                • Re: ashaar

                  عجب شیشہ گر ہیں تیرے شہر کے لوگ

                  مرمت کانچ کی کرتے ہیں پتھر کے اوزاروں سے


                  Comment


                  • Re: ashaar

                    Buhat kam log waqf hain sukhan aasar lamhon se
                    jase mahsos karty hain use likha nahi karte ........


                    Comment


                    • Re: ashaar

                      dil kay toot jaanay par ub malal kia karna
                      patharon ki basti main aayenay toh tootein gay


                      Comment


                      • Re: ashaar

                        Gum sum rehtay thay kabhi muhabbat ki justajo mein
                        ab hasool e rozgaar pareshan rakhta hay


                        Comment


                        • Re: ashaar

                          Kabi ye dua k usay milain jahan ki khushian
                          Kabi ye khoof k wo khush mere beghair to nahi !!


                          Comment


                          • Re: ashaar

                            Kitabon se dalail don ya khud ko samnay rakh don
                            Woh mujh se poch betha hy Muhabbat kis ko kehtay hain


                            Comment


                            • Re: ashaar

                              Na Meray Sar Sey Sirakta Na ChaaOn Daita hAi
                              Yeh kOn mUjh Pey mUsalat hAi AasmaaN Ki Trah


                              Comment


                              • Re: ashaar

                                Loat aaye hain nikhrey huay din chandni raatein
                                Kis des se aye dost tujhe dhoond kay laayein


                                Comment

                                Working...
                                X