Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ashaar

    agar is tarah bhul jaana hi tha,
    to itni gehrai se dil mein samaaye na hote.


    Comment


    • Re: ashaar

      Khuda sy apnay leay MANGTA hon jb tum ko
      Mujhe yeh HATH uthany main lutaf atta hay


      Comment


      • Re: ashaar

        Yaad Rakho Kisi Hawalay se ...

        Har Hawalay se Hum Tumharay hain ...!!!


        Comment


        • Re: ashaar

          Ungliyan toot gayi pathar ko tarashte-tarashte….
          Jab soorat-e-yar bani to khareedar aa gaye.


          Comment


          • Re: ashaar

            Batayen Kya Tumhe Yaaro, Kahan Thehre Kahan Pohanche,
            Hazaron Daastanain Hain Safar Ke Sath Waabasta..


            Comment


            • Re: ashaar

              Khud Ko Daikhay Arsa Beeta
              Apni Aankhain Bhejoo Na


              Comment


              • Re: ashaar

                yeh toh nahee kay gham nahee
                haan aankh magar nam nahee


                Comment


                • Re: ashaar

                  Aa tujhe aik raaz batlaaon
                  Mein bhi fani hon, Tu bhi fani hai


                  Comment


                  • Re: ashaar

                    mujh ko tanha chornay walay tou na tanha reh jaye
                    jis par tujh ko naaz hay itna us ka naam zamana hay


                    Comment


                    • Re: ashaar

                      mujhe zindagi ki dua na dey
                      meri zindagi sey bani nahee


                      Comment


                      • Re: ashaar

                        Aik Tum Hi Na Mill Sakey

                        Werna Millny Waly Bichar Bichar k Milly


                        Comment


                        • Re: ashaar

                          Is Dunya Main Kaun Kisi Se Kare Ga Wafa

                          Is Dil Ke Do Harf Hain Wo Bhi Juda Juda


                          Comment


                          • Re: ashaar

                            Umer-e-rawan guzar rahi hai yaad-e-KHUDA se gafil,,
                            A dil-e-nadan ab samnbhal be ja k bohat dair ho choki ha


                            Comment


                            • Re: ashaar

                              main bad dua to nahi dey rahi hoon us ko magar

                              dua yehi hai usay mujh sa aab koi na mile.


                              Comment


                              • Re: ashaar

                                Yah tu ehsas hai jo badal jate hain warna
                                Mohabbat aur nafrat tu aik hi dil se hoti hai


                                Comment

                                Working...
                                X