Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ashaar

    Tamam Neendain Girvi Hain Uss ke Pas,
    Zara Se Muhabbat Li Thi Jiss Se..


    Comment


    • Re: ashaar

      pari aankhain khari aankhain
      nahee chairo bhari aankhain


      Comment


      • Re: ashaar

        main hoon tum ho phool aur khushboo
        baqi sab gumnaam hua hay


        Comment


        • Re: ashaar

          Jo Ho ijazat tu teri Yadon k sang lipat k so jaia Karon
          Kat tu jati hai yah raat magar neend nahee aati


          Comment


          • Re: ashaar



            Yeh Khud Azyati Kab Tak Faraz Tu Bhi Usay
            Na Kar Yaad Keh Jesay Bholnay Ki Aadat Hay

            :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

            Comment


            • Re: ashaar



              Sirf Us Kay Hont Kagaz Per Bana Deta Hoon
              Khud Bana Laiti Hay Honton Pay Hansi Apni Jaga


              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

              Comment


              • Re: ashaar





                Main Us Kay Liye Saray Zamanay Say Lari Hoon
                Wo Shaks Jo Khud Say Bhi Bagawat Nahi Karta


                :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                Comment


                • Re: ashaar



                  Aalam Zaat Main Darwesh Bana Deta Hay
                  Ishq Insaan Ko Paagal Nahi Honay Deta


                  :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                  Comment


                  • Re: ashaar




                    Pather Mujhay Kehta Hay Mera Chahanay Wala
                    Main Moum Hoon Us Nay Mujhay Cho Kar Nahi Dekha

                    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                    Comment


                    • Re: ashaar



                      Sab Say Mehfooz Muqaam Ghum -e- Tanhaii Hay
                      Fikar -e- Dunya Nay Akeyla Kabhi Honay Na Dia


                      :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                      Comment


                      • Re: ashaar




                        Main Nay Palkon Say Dar -e- Yaar Pay Dastak Di Hay
                        Main Wo Saeel Hoon Jesay Koii Sada Yaad Nahi


                        :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                        Comment


                        • Re: ashaar




                          Aao Ak Sajda Karay Aalam -e- Madhoshi Main
                          Log Kehtay Hain Keh Sagher Ko KHUDA Yaad Nahi



                          :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                          Comment


                          • Re: ashaar



                            Meray Siwa Bhi Us Ko Kaii Kaam Hain Yaha
                            Samjhi ! Mager Yeh Baat Main Takheer Dekh Kar

                            :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                            Comment


                            • Re: ashaar



                              Tu Apni Sheesha Gari Ka Na Kar Huner Zaya
                              Main Tu Aaina Hoon Mujhay Tootnay Ki Aadat Hay


                              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                              Comment


                              • Re: ashaar

                                Ke Usey pasand theen Shokhiyaan,
                                Mujhe saadgi main kamal tha..!!


                                Comment

                                Working...
                                X