Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ashaar

    Mohabbat Ki Imaarat Gir Gayi Hai..!!!

    Koi Malbay Pe Betha Roo Raha Hai...


    Comment


    • Re: ashaar

      Aaj ki raat bhi mumkin hai main so na sko?n ?Mohsin?
      Yaad phir ayey hain Neendo?n ko urrany waly


      Comment


      • Re: ashaar

        Main ne jis shaakh ko phoolon se sajaya tha faraz,
        mere seene main ussi shaakh ka kaanta utra


        Comment


        • Re: ashaar

          Wo mera sab kuch hai bas mera muqadar nahi Faraz?
          Kaash wo mera kuch na hota sirf mera muqadar hota…


          Comment


          • Re: ashaar

            Abhi to usey zid hai raasta badalne ki
            Kabhi wo roye ga khud meri chahato k lie


            Comment


            • Re: ashaar

              Raqs Karne Ka Mila Hukum Jo Daryaon Main . . .

              Hum Ne Khush Ho K Bhanwar Bandh Liye Paaon Main . . .

              Hosla Kis Main Hai Yousuf Ki Kharisari Ka . . .

              Ab Toh Mehngai K Charchay Hain Zulekhaon Main . . .


              Comment


              • Re: ashaar

                ”Nazuk” Mizaj Hain wo itna k kuch na puchiye
                “suna” hai unhay neend nahi ati apni dharkano’n k shor se.


                Comment


                • Re: ashaar

                  Dil to karta hai zindagi ko kisi qaatil k hawalay kar doon SAAHIL..
                  Judai mein ye roz roz ka marna mujhay acha nahi lagta..


                  Comment


                  • Re: ashaar

                    Ye Shikwa Be-Waja Hai, Ye To Dastoor-e-Chahat hai,
                    Kay Jo Mehboob Hota Hai, Zraa Maghroor Hota Hai..!


                    Comment


                    • Re: ashaar

                      qadam ruk sa gay hain aaj phool bikta dakh kr…
                      Wo aksar muj sa kahti thi muhabbat phool jasi ha..!!


                      Comment


                      • Re: ashaar

                        Tujh ko aankhon k darichon se juda kese karun
                        Tu meri zaat k hr pehlu se bayan hota hai


                        Comment


                        • Re: ashaar

                          Uska milna hi muqaddar me na tha werna
                          Hum ne kia kuch nahi khoya use paney k liye


                          Comment


                          • Re: ashaar

                            Apno ki chahaton ne diya aesa kuch faraib
                            “Mohsin”
                            Rotey rahe lipat k har aik ajnabi se hum


                            Comment


                            • Re: ashaar

                              Jis Kashti K Muqaddar Mein Ho Doob Jana Mohsin
                              Tofaan Se Bach B Nikley To Kinarey Rooth Jate Hain..


                              Comment


                              • Re: ashaar

                                kOi puchay hum sy Ehtram e Ehd e Rafta yarOo…
                                WAFA py ab bhi qaim hain lekin muhabbat choorh di hum ny…!!


                                Comment

                                Working...
                                X