Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ashaar

    Meharbani na sahi ik zakham hi de de MOHSIN
    Mehsoos to ho k koi hamein bhoola nahi abhi


    Comment


    • Re: ashaar

      Zakham Dai kar tou na Tum, Dard Ki Shiddat Puuchoo,

      Dard tou Dard hai Thora Kesa, Zyada Kesa....!!!!...... :'/


      Comment


      • Re: ashaar

        ?’ Itni Nafrat na kar Ajnabi se k Waja – e muhabbt bn jae ,,,
        Habs barh jae to aksar barsat hua karti hai . ”


        Comment


        • Re: ashaar

          Shayed khushi ka daur bhi aa jaye ek din Faraz,
          Gham bhi to mill gaye thay tamanna kiyay baghair.


          Comment


          • Re: ashaar

            Haal e dil to khul chuka is sheher mein har shakhs per,
            Haan magar iss sheher mein ik bekhabar bhi dekha hai.


            Comment


            • Re: ashaar

              ?”” Usay Mohabbat Mein Dhokha To Hum Bhi Day Saktay hein….
              Magar Ragoon mein Dorti Wafa Se””


              Comment


              • Re: ashaar

                Rakh Bhi Hawaoun Mein Urra Karti Thi Kabhi
                Laikin Ab Kisi Ke Pas Jalaney Ko Dil Nahi Hay…!!!


                Comment


                • Re: ashaar

                  har baar woh kyon mujh ko chhor jata hai?
                  me mazboot to hun magar koi pathar nahi


                  Comment


                  • Re: ashaar

                    Chalo Mana K Humai Pyar Ka Izhar Karna Nahi Aata
                    to tum be nahi K Jazbat Samajh na Sako


                    Comment


                    • Re: ashaar

                      “Ye to bus wohi jaane jis k dil pe guzri ho.””MOHSIN””
                      kisi ko kya khabar koi kisi ko kitna yad karta hai.


                      Comment


                      • Re: ashaar

                        MuJhe Malom Hai Keh Wo Mera Kabhi Bhi Nahi Ho Sakta....
                        Mujhe Bas Shauk Hy Us Ki Khatir Zindagi Barbad Karnay


                        Comment


                        • Re: ashaar

                          Yahan Mazdur Ko Mernay Ki jaldi Youn B hai Mohsin…
                          K zindagi Ki KAshmakush Main Kafan Mehnga na Ho Jaey…


                          Comment


                          • Re: ashaar

                            Udaasiyun Mein Jeena Aadat ban Gayi Hai
                            ?*wasi*?
                            Jin se umeed thi Yaad Rakhne ki Woh hi Bhool Gaye hain?


                            Comment


                            • Re: ashaar

                              Yeh Jo Nazron Se Tum Mere Dil Ko Nidhal Kartey Ho ..

                              Karte To Zulm Ho , Magr Kamal Karte Ho ........... ♥


                              Comment


                              • Re: ashaar

                                Tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko
                                Meri baat aur hai main ne to mohabbat ki hai !!!!!


                                Comment

                                Working...
                                X