Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Musaddaq Ki Choice

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Musaddaq Ki Choice

    Originally posted by musaddaq View Post
    Apas main kahin apne,sitare nahi milte,
    jaise kisi dariya ke,kinare nahi milte.


    phr bhi donoo kinareyy dur tak saath saath hi chaltey hain naaa

    nafrat ke tarazu main,na tolo unhe logo,
    yeh pyar ke rishte hai,udhare nahi milte.
    rishtoo ko kabhi bhi tarazoo main tolna bhi nahi chahyeaa

    majbur kismat hai,ke unhi se hai talluk,
    wo jinse meri soch ke,dhaare nahi milte.
    is sitam zareefi pr tu hr dil matam kadaa bana howa haii
    manzil ki tamanna hai,to kar koshish musalsal,
    kherat main to,chand _ sitare nahi milte
    :clap: bauht khobsoorat..koshish tu hamesha krni hi chahyeaa

    Comment


    • Re: Musaddaq Ki Choice

      Gulshan ki baharoon main,
      Rangeen nazaroon main,
      jab tum mujhey dhoondo gay,
      aankhon main nami hogi,
      mehsoos tumhein har dum,
      phir meri kami hogi......

      aakash pay jab taaray,
      sangeet sunaye gay,
      beetay huvay lamhoon ko,
      aankhon main sajayein gay,
      tanhaye kay sholoon say,
      jab aaag lagi hogi
      mehsoos tumehin har dum
      phir meri kami hogi,

      sawan ki ghataon ka
      jab shoor suno gay tum,
      bikhray huvay maazi kay
      avraaq chuno gay tum
      mahool kay chehray par
      jab dhool jami hogi
      mehsoos tumhein har dum
      phir meri kami hogi

      jab naam mera loo gay
      tum kaanp rahay ho gay
      aanso bharay daaman say
      munh dhaanp rahey ho gay
      rangeen ghataon ki
      jab shaaam ghani hogi
      mehsoos tumhein har dum
      phir meri kami hogi........ ......

      Comment


      • Re: Musaddaq Ki Choice

        Gulshan ki baharoon main,
        Rangeen nazaroon main,
        jab tum mujhey dhoondo gay,
        aankhon main nami hogi,
        mehsoos tumhein har dum,
        phir meri kami hogi......
        kuch loog jtaey jatey bhi kitnaa khali pan choor jatey hia naa humarey under

        Comment


        • Re: Musaddaq Ki Choice

          Originally posted by musaddaq View Post
          Gulshan ki baharoon main,
          Rangeen nazaroon main,
          jab tum mujhey dhoondo gay,
          aankhon main nami hogi,
          mehsoos tumhein har dum,
          phir meri kami hogi......

          aakash pay jab taaray,
          sangeet sunaye gay,
          beetay huvay lamhoon ko,
          aankhon main sajayein gay,
          tanhaye kay sholoon say,
          jab aaag lagi hogi
          mehsoos tumehin har dum
          phir meri kami hogi,

          sawan ki ghataon ka
          jab shoor suno gay tum,
          bikhray huvay maazi kay
          avraaq chuno gay tum
          mahool kay chehray par
          jab dhool jami hogi
          mehsoos tumhein har dum
          phir meri kami hogi

          jab naam mera loo gay
          tum kaanp rahay ho gay
          aanso bharay daaman say
          munh dhaanp rahey ho gay
          rangeen ghataon ki
          jab shaaam ghani hogi
          mehsoos tumhein har dum
          phir meri kami hogi........ ......

          bohaatttt he khobsurat poetry ....
          Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

          Comment


          • Re: Musaddaq Ki Choice

            Originally posted by Dil_E_Veran View Post
            bohaatttt he khobsurat poetry ....
            Thanx dear:)

            Comment


            • Re: Musaddaq Ki Choice

              Originally posted by musaddaq View Post
              Guftugo Ke Lamhon Main
              Dekh He Nahi Paatay
              Ham Tumharay Chehray Ko
              Tum Hamari Aankhon Ko
              Aaj Aisa Kartay Hain
              Chasm-o-lab Ko Parhtay Hain
              Baat Chor Datay Hain

              Jaane Kiya Lamha Hoga
              Jab Ye Hath Hathon Say
              Gar Kabhi Juda Hoga
              Aaj Aisa Kartay Hain
              Zabt-e-Jaan Parakhtay Hain
              Hath Chor Datay Hain

              Kash Koi Samjha Day
              Loag Kis Tarah Dil Ki
              Manzilain Alag Kar Kay
              Saath Chor Datay Hain
              Aaj Aisa Kartay Hain
              Bey-sabab Bikhartay Hain
              Zaat Taur Datay Hain...
              Bohat he zabardast intikhaab hai aap ka
              specially ye wali :thmbup:

              Comment


              • Re: Musaddaq Ki Choice

                Wo ke khud apne taghaaful se bhi anjaan rahey
                Hum wafa kartey rahey aur pashemaan rahey

                Zard pattey ki tarah tark-e-talluq na karein
                Houn alag aise ke tejdeed ka imkaan rahey

                Nafratein, piyar,wafa, jazba-e-esaar aur khuloos
                Dil wo ghar jis mein hamesha nayee mehmaan rahey
                Ek naya aadmi dhoonda hay khud apney ander
                Yaani ek umar tak iss wasf se anjaan rahey

                Iss bulandi ne tou rishta bhi zameen se torra
                Faasley kam houn tou apnoun ki bhi pehchaan rahey

                Hum jo doobey hain tou suraj ki tarah aye naseer
                Taake aik aur nayee subah ka imkaan rahey

                Comment


                • Re: Musaddaq Ki Choice

                  bohat khubsoorat sharing hai :rose
                  :rose Refreshing_breeze :rose

                  Comment


                  • Re: Musaddaq Ki Choice

                    Wah Wah
                    Bohat he Zaberdast Collection hai aap ke
                    Zaberdast
                    sigpicعشق لاحاصل میرا

                    Comment


                    • Re: Musaddaq Ki Choice

                      awesome sharing musaddaq bhai :ff:
                      Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                      Comment


                      • Re: Musaddaq Ki Choice

                        Gham-e-firaaq se pehle
                        shab-e-wisaal keh baad
                        hai or kya jisse dekhain tera jamal keh baad
                        tamam umer katti intezar main apni
                        koi bhi dukh na milla phir tera malal keh baad
                        woh ab ki baar mila iss qadar takaluff se
                        keh kuch bhi pooch na paya mian uss se haal keh baad

                        Comment


                        • Re: Musaddaq Ki Choice

                          Ager tumhain koi mujh se zaiada chhahe to
                          mera hathoon se apna haath chhura lena
                          mera sajdoon se apna ser utha laina
                          tor daina pyar ki zanjeerain
                          mita laina apne hatheen se meri lakeerain
                          meri aankhoon se apna khawab...
                          khawaboon se meri tasveer mita lena...
                          Magar
                          mujh se zaiada
                          tumhain koi chahe to...

                          Comment


                          • Re: Musaddaq Ki Choice

                            Mera taa'jub, ajab to nahi
                            woh shakhs pehle sa ab to nahi
                            wafa ka kya gila karon mian uss se
                            woh mera kab tha? jo ab nahi hia...

                            Comment


                            • Re: Musaddaq Ki Choice

                              Originally posted by musaddaq View Post
                              Ager tumhain koi mujh se zaiada chhahe to
                              mera hathoon se apna haath chhura lena
                              mera sajdoon se apna ser utha laina
                              tor daina pyar ki zanjeerain
                              mita laina apne hatheen se meri lakeerain
                              meri aankhoon se apna khawab...
                              khawaboon se meri tasveer mita lena...
                              Magar
                              mujh se zaiada
                              tumhain koi chahe to...
                              chahtain bhi kabhi compare ki jasakti hainn
                              or aisi chahat tu bus ek hi hoti haii....:)

                              Originally posted by musaddaq View Post
                              Mera taa'jub, ajab to nahi
                              woh shakhs pehle sa ab to nahi
                              wafa ka kya gila karon mian uss se
                              woh mera kab tha? jo ab nahi hia...
                              zaberdast :clap:

                              Comment


                              • Re: Musaddaq Ki Choice

                                Tujhay Bhoolnay Ki Koshish Main
                                Jab Dil Yeh Zidd Pay Aa Gaya
                                Main Aankh Moond K Baith Gaye
                                Tu Khayaal Pay Phir Chaa Gaya...

                                Yeh Dharkan Kahin Ruk Jaye Na
                                Meri Nabz Thehar Na Jaaye Kahin
                                Tu Nay Waqt Kia Mera Lamha Lamha
                                Magar Mout Ko Aasaan Bana Gaya....

                                Meri Har Daleel Ko Kia Un Sunni
                                Meri Fariyaad Bhi Tu Sunni Nahin
                                Main Hairaan Hoon, Han Kuch Pareshan Hon
                                Aisa Faisla Tu Mujhay Suna Gaya....

                                Mujhay Chaand Ki Kabhi Talab Na Thi
                                Mujhay Suraat Ki Bhi Fikar Nahin
                                Bas Aankh Khoolna Hi Chahtay Thay Hum
                                Magar Tu Rooshni Hi Bujha Gaya....

                                Beshak Bhoolna Tujhay Chaha Buhat
                                Hans Kar Kabhi, Roo Kar Kabhi
                                Day Kar Yeh Aansoun Ki Soughat Mujhay
                                Tu Daaman Apna Bacha Gaya......

                                Comment

                                Working...
                                X