Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Naghma O Sher

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Naghma O Sher

    bohth khoob shukriya..
    YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

    Comment


    • #32
      Re: Naghma O Sher

      qadam qadam pe dia mainee zindagi ka saboot
      yeh aur baat hy, manzil kareeb aa na saki

      Comment


      • #33
        Re: Naghma O Sher

        :rose

        Comment


        • #34
          Re: Naghma O Sher

          faasley aisey bhi hon gey yeh kabhi socha na tha
          samney betha tha aur woh mera na tha
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #35
            Re: Naghma O Sher

            Originally posted by Masood
            faasley aisey bhi hon gey yeh kabhi socha na tha
            samney betha tha aur woh mera na tha
            Guftagoo kisi sy ho tera dheaan rehtaa hy
            toot toot jaata hy silsalaa takallum ka

            Comment


            • #36
              Re: Naghma O Sher

              har ik shakist-e-tamana peh muskratey hain
              woh kya karein jo musalsal fareb khatey hain
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #37
                Re: Naghma O Sher

                Originally posted by Jhumroo
                is shaa'iry ke khel meN jo Baad-e-Sabaa ne qawaaneen bataaye the uskaa paalan to nahiiN ho rahaa. hai na?
                mujhy to aisaa nahi lagtaa

                Comment


                • #38
                  Re: Naghma O Sher

                  rakhhty hain jo auron k liy payr ka jazbaa
                  woh loog kabhi toot kar bikhraa nahi karty

                  Comment


                  • #39
                    Re: Naghma O Sher

                    jab teri boo-e-qaba sey bewafai dil ney ki
                    kab mujhey baad-e-saba ney khoon rulwaya nahin
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #40
                      Re: Naghma O Sher

                      ham rooh e safar hain hameen naamoon sy na pehchaan
                      kal aur kisi naam sy aa jaaen gy ham loog

                      shoq

                      Comment


                      • #41
                        Re: Naghma O Sher

                        ghuncha-e-shoq laga hai khilney
                        phir tujhey yaad kiya hai dil ney
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • #42
                          Re: Naghma O Sher

                          Originally posted by Masood
                          ghuncha-e-shoq laga hai khilney
                          phir tujhey yaad kiya hai dil ney
                          dil ny ik eent sy taameer kia taaj mahal
                          to ny ik baat kahi, laakh fasaany nikly

                          Comment


                          • #43
                            Re: Naghma O Sher

                            dil key afsaney nigahon ki zuban tak pohanchey
                            baat chal nikli hai ab dekhein kahan tak pohanchey
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • #44
                              Re: Naghma O Sher

                              barg e hina pe jaa k likhhoon apny dil ki baat
                              jo raftaa raftaa ja k lagy dil'rubaa k haath

                              Comment


                              • #45
                                Re: Naghma O Sher

                                aik geet ki bari hai ab:

                                rafta rafta woh meri hasti ka samaan ban gaey
                                pehley jaan, phir jaan-e-jaaN phir jaan-e-janaaan ban gaey :p
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X