Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Naghma O Sher

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Naghma O Sher

    Originally posted by Masood
    aik geet ki bari hai ab:

    rafta rafta woh meri hasti ka samaan ban gaey
    pehley jaan, phir jaan-e-jaaN phir jaan-e-janaaan ban gaey :p
    aap sy phir tum bany, phir tooooooo ka unwaan ho gay

    Comment


    • #47
      Re: Naghma O Sher

      Originally posted by baad-e-saba
      aap sy phir tum bany, phir tooooooo ka unwaan ho gay
      rafta rafta woh meri hasti ka samaan ho gaey :p
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #48
        Re: Naghma O Sher

        Originally posted by Masood
        rafta rafta woh meri hasti ka samaan ho gaey :p
        din ba din bhadhti gaeen us husan ki raanaaiaan

        Comment


        • #49
          Re: Naghma O Sher

          Originally posted by baad-e-saba
          din ba din bhadhti gaeen us husan ki raanaaiaan
          pyar jab had sey bhara sarey takaluf mit gaey
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #50
            Re: Naghma O Sher

            Originally posted by Masood
            pyar jab had sey bhara sarey takaluf mit gaey
            un ka zikar, un ki tamnnaa, un ki yaad
            waqt kitna keemti hy aaj kal

            Comment


            • #51
              Re: Naghma O Sher

              hmmm aik shair yaad aa raha hai magar uska pehla misra nahin :(

              ........
              hawa ko bair hai bhatkey huwey safeeney sey
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #52
                Re: Naghma O Sher

                yeh hawaa kaisi chali, tinkoon ny ghhera hy mujhy
                aashiaany sy mere mera kafas pedaa howa

                Comment


                • #53
                  Re: Naghma O Sher

                  Originally posted by baad-e-saba
                  yeh hawaa kaisi chali, tinkoon ny ghhera hy mujhy
                  aashiaany sy mere mera kafas pedaa howa


                  Zakhm khoolny aae ha to ijlat kese
                  cho mery badan ko ay bad - e- saba aahista
                  jaanti hon ky bicharna tere majboore hai
                  per mere jaan milay mujh ko saza aahista

                  Comment


                  • #54
                    Re: Naghma O Sher

                    zamaana mujh ko sataata hy ly ky tera naam
                    yeh keaa kiaa mujhy apna bana k chhod dia

                    Comment


                    • #55
                      Re: Naghma O Sher

                      Ay Saba shahar - e- nigaran sy ho guzar jab tera
                      bhoolny walay say kehna ky yaad kion aaya bohat

                      Comment


                      • #56
                        Re: Naghma O Sher

                        Originally posted by aik_lerki
                        Ay Saba shahar - e- nigaran sy ho guzar jab tera
                        bhoolny walay say kehna ky yaad kion aaya bohat
                        HAR GHADI AASMAAN KO TAKTAA HON
                        JAISY KUCHH AASMAAN NY CHHEEN LIA
                        :mm:
                        Last edited by Baad-e-Saba; 22 June 2006, 04:47.

                        Comment


                        • #57
                          Re: Naghma O Sher

                          Woh bulaein to kya tamasha ho
                          ham na jaein to kya tamasha ho
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #58
                            Re: Naghma O Sher


                            Mera nooqsaan tu daikho, muhabbat gumshuddah meri..

                            Comment


                            • #59
                              Re: Naghma O Sher

                              aik geet - ummid key naam:

                              shikwa na kar, gila na kar, yeh duniya hai pyarey
                              yahan gham key marey, tarraptey rahey

                              yahan ka hai dastoor khamosh rehna
                              jo guzri hai dil peh kisi sey na kehna
                              kisi ney na dekhey, yahan gham key aansu
                              barastey rahey
                              shikwa na kar, gila na kar...
                              Last edited by Masood; 20 June 2006, 18:55.
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • #60
                                Re: Naghma O Sher

                                Pyar Ki Meethi Nazar Sy To Ny Jab Dekhaa Mujhy
                                talkhiaan Sab Zindagi Ki Lutf-e-saamaan Ho Gaeen
                                Last edited by Baad-e-Saba; 22 June 2006, 04:46.

                                Comment

                                Working...
                                X