Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Naghma O Sher

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Naghma O Sher

    aay khudaa mujhy intnaa to motabar kar dy
    main jis makaan main rehtaa hon os ko ghar kar dy

    Comment


    • #17
      Re: Naghma O Sher

      jahan tera naqsh-e-qadam dekhtey hain
      khiyaban khiyaban iram dekhtey hain

      ghalib
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #18
        Re: Naghma O Sher

        wohi kaarawan, wohi raasty, wohi zindigi, wohi marhaly
        magar apne apne muqaam par, kabhi hum nahi, kabhi tum nahi

        Comment


        • #19
          Re: Naghma O Sher

          aik geet

          hamein kho ker bohat pechhtao gey jab ham nahin hon gey
          bhari duniya ko weeran paao gey jab ham nahin hon gey
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #20
            Re: Naghma O Sher

            bahaar ho k rahy gi ayaan kabhi na kabhi
            chaman ko chood hi dy gi khizaan kabhi na kabhi

            Comment


            • #21
              Re: Naghma O Sher

              rakho buland nazar keh yehi hai raaz-e-hayaat
              zameen per raho magar aasman ki batein karo
              :p
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #22
                Re: Naghma O Sher

                ghairoon sy mil k hi sahi, bebaak to howa
                baare woh shookh pehly sy chaalaak to howa

                Comment


                • #23
                  Re: Naghma O Sher

                  nazakat naazneeno key bnaney sey nahin banti
                  khuda jab husn deta hai nazakat aa hi jati hai
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #24
                    Re: Naghma O Sher

                    dostoo tum pe bhi guzraa hy kabhi yeh aalam
                    neend aati nahi aur khawaab nazar aaty hain

                    Comment


                    • #25
                      Re: Naghma O Sher

                      wafaa k liy

                      wafaa karo ya jafaa karo ham gilaa nahi karty
                      khizaan main phool yaqeenan khilaa nahi karty
                      milaa do khaak main ham ko magar yaad rahy
                      ham jaisy loog dobaraa mila nahi karty

                      Comment


                      • #26
                        Re: Naghma O Sher

                        Baad-e-saba ke lea

                        Dil torna humari aadat nahi, Dil hum kissi ka dukhate nahi
                        Bharosa rakhna meri wafaon pe, Dil mein basa kar hum kissi ko bhulate nahi
                        sigpic


                        Comment


                        • #27
                          Re: Naghma O Sher

                          wafa g

                          tum jo mil jaao to jeeny ka bahaana mil jaay
                          apni kismat pe karee naaz hamaari aankheen

                          Comment


                          • #28
                            Re: Naghma O Sher

                            Baad-e-saba ke lea

                            Takdeer ne chaha, Takdeer ne bataya,
                            Takdeer ne tumko aur hum milaya.
                            Khushnasib thae hum yah woh pal,
                            jab tum jaisa dost iss zindagi me aaya!
                            sigpic


                            Comment


                            • #29
                              Re: Naghma O Sher

                              ajnabi si ho magar ghair nahi lagti ho
                              waham sy bhi jo ho naazuk woh yaqeen lagti ho

                              Comment


                              • #30
                                Re: Naghma O Sher

                                zindagi ki rahoon me bohot se dost mele ge
                                ham kya ham se bhi achi hazaar mele ge
                                in acho ki bheer me hamme na bhulana
                                ke hum tumhe kaha baar baar mile ge
                                sigpic


                                Comment

                                Working...
                                X