Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Naghma O Sher

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: Naghma O Sher

    dil k zakhmoon ko na ro, doost ka ehsaan samjh
    keh yeh dast-e-hinaai nahi deta kuchh bhi
    Last edited by Baad-e-Saba; 22 June 2006, 04:42.

    Comment


    • #77
      Re: Naghma O Sher

      Dil mein teri soorat basaey kyun na itraey Masood
      Khuda na karey kabhi ho teri yaad sey ghafil aey dost :)
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #78
        Re: Naghma O Sher

        jaany ab tak to kahaan thaa keh dikhaai na dia
        ab mujhyy hadd-e-nazar tak nazar aany waaly


        i am going, bye

        Comment


        • #79
          Re: Naghma O Sher

          Na cheer aiy nighat e ba'd e bahar rah lag apni
          tuje athkhailyian sojee hain hum bezaar bathain hain

          Comment


          • #80
            Re: Naghma O Sher

            Yeh karkhano mein lohey ka shor-o-ghul jis mein
            hai dafan lakhoon ghareebon ki rooh ka NAGHMA
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #81
              Re: Naghma O Sher

              main woh NAGHMA hon jisy piaar ki mehfil na a milii,
              woh musaafir hon jisy koi bhi manzil naa milii

              Comment


              • #82
                Re: Naghma O Sher

                sada hoon apney pyar ki
                jahan sey be'niyaz hoon
                kisi peh jo na khul sakey
                woh zindagi ka raaz hoon
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #83
                  Re: Naghma O Sher

                  NAGHMA O SHER ki sooghaat kisi peesh kaoon
                  yeh chhalkty howy jazbaat kisy peesh karoon

                  Comment


                  • #84
                    Re: Naghma O Sher

                    sajna rey kyun bheegey torey nain
                    torr na apney sunder sapney badlein gey din rain
                    kyun bheegey torey nain
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #85
                      Re: Naghma O Sher

                      aaya meri zubaan pe yakaa yak jo on ka naam
                      kis kis k haath mery girebaan main aa gaay

                      Comment


                      • #86
                        Re: Naghma O Sher

                        shikwa nahin kisi sey kisi sey gila nahin
                        qismat hi mein tu nahin tha mujhko mila nahin
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • #87
                          Re: Naghma O Sher

                          jab itni be-wafaai par ossy dil piaar karta hy
                          elaahi woh satam-gar baa-wafaa hota to kia hota

                          Comment


                          • #88
                            Re: Naghma O Sher

                            woh jis k pal pal sy kabhi aashnaa thy ham
                            ab yeh bhi khaber nahi woh kahaan hoota hy

                            Comment


                            • #89
                              Re: Naghma O Sher

                              kya hona tha uska sar pharr detin :lol

                              us bewafa ka shehar hai aur ham hain dosto
                              ashk-e-rawaan ki lehar hai aur ham hain dosto
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • #90
                                Re: Naghma O Sher

                                nahi shoot kar deti

                                kab tak hansyy gi mujh par mehroomioon ki shaam
                                woh shakhas bewafaa tha ab bhulaa bhi dy

                                Comment

                                Working...
                                X