Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Naghma O Sher

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Naghma O Sher

    Originally posted by Masood
    ik panjabi naghma

    sajnaa aey mehfil aasan terey leii sajaii aey
    pyar bulawey aaja, kanoo zidd laii aey
    mera favourite :)

    zindagi ik kheel hy aur kheel main agar
    choot lag jaay to rona kaisaa ?
    kuchh na paany ki shikaaet kaisii ?
    aur agar kuchh na payaa to khonaa kaisaa ?

    Comment


    • Re: Naghma O Sher

      Originally posted by baad-e-saba
      mera favourite :)

      zindagi ik kheel hy aur kheel main agar
      choot lag jaay to rona kaisaa ?
      kuchh na paany ki shikaaet kaisii ?
      aur agar kuchh na payaa to khonaa kaisaa ?
      :thmbup:

      Qafas udaas hai yaro SABA sey kuchh to kaho
      kahin to behr-e-Khuda aaj ziker-e-yaar chaley
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: Naghma O Sher

        ik aur favourite

        chand kaliaan nishaat ki chun kar
        mudatoon mahw-e-yaas rehta hon
        yujh se milna khoshi ki baat sahi
        tujh sy mil kar udaas rehta hon

        Comment


        • Re: Naghma O Sher

          Woh ishq jo ham sey rooth geya ab uska haal btaein kya
          koi mehar nahin koi qehar nahi, phir sacha shair sunaein kya
          ham NAGHMA sara kuchh ghazlon key, ham soorat'gar kuchh khawabon key
          be'jazba-e-shoq sunaein kya, koi khawab nao ho to btaein kya

          athar nafees
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: Naghma O Sher

            yeh bhi mainny likhna tha

            ik aag gham-e-tanhaai ki jo saary badan main pheel gai
            jab jism hi saara jalta hophir daaman-e-dil ko bachaaen kia

            Comment


            • Re: Naghma O Sher

              ik hijar jo ham ko la'haq hai, tader ussey dohraein kya
              woh zehar jo dil ney utar liya, phir uskey naaz uthaein kya
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: Naghma O Sher

                favourite

                chheen ly ga tujh sy teri neend ki sab doltain
                oss k baary main tera raaton ko aksar sochnaa

                Comment


                • Re: Naghma O Sher

                  Aey dil tujhey ab un sey yeh kaisi shikayat hai
                  woh saamney bethey hain, kaafi yeh inayat hai
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: Naghma O Sher

                    kia kia na ranj ham pe tery bin guzar gay
                    ab jald aa kaheen sy k buhat din guzar gay
                    rukh'sat k waqt ham ny HAWAS aah to na ki
                    sad'my hamaari jaan par lekin guzar gay

                    Comment


                    • Re: Naghma O Sher

                      Hawaoun ney teri khushboo chura li
                      mera ghar phir akela rah geya hai
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: Naghma O Sher

                        main khul k ro na saka jab to yeh ghazal keh di
                        bichhad k mujh sy magar to ny kya kia ho ga

                        Comment


                        • Re: Naghma O Sher

                          Muddat key baad apni taraf phir geya khiyaal
                          tum kya miley keh soorat-e-hastee nazar parri
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: Naghma O Sher

                            eblees teri ik khuda sy na ban saki
                            mujh ko bhi dekh kitny khuda'on ki zad main hon

                            Comment


                            • Re: Naghma O Sher



                              aik tum ho jo har cheez ko kar dety ho kaamil
                              aik ham hein k ghazaleen bhi mukammal nahi hooteen

                              Comment


                              • Re: Naghma O Sher

                                humare masood bhai ke liye.......:)

                                "jo hum na ho tu zamane ki saans ruk jaye...
                                'qatil' waqt ke sinne mein hum dhadkte hain.."

                                Comment

                                Working...
                                X