Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Naghma O Sher

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Naghma O Sher

    HI DOSTO :salam: :salam:
    Aaj aok aisi game khelty hain jis main sab ki involement zaroori hy ham ny kanra yeh hy kah apny sy oper waly k naam koi sher yaa naghma dedicate karna hy agar os sher yaa geet main os ka naam bhi aa jaay to sone peh sohaga :phool:

    e.g. mera log-in naam baad-e-saba hy to

    khushboo bataa rahi hy woh raasty main hain
    baad-e-saba k haath main un ka suraag hy

    to ab kis ki baari hy :mm:

  • #2
    Re: Naghma O Sher

    aik geet :p

    Baad-e-saba aey baad-e-saba ik dard bhara pegham liyey ja
    jinkey liye barbaad hui main un tak mera salaam liyey ja
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #3
      Re: Naghma O Sher

      MASOOD G :salam:

      MAIN AKELAA HI CHALAA THA JAANIB E MINZAL MAGAR
      JIS TARAF BHI CHAL PARY HAM AABLA PAYAAN E SHOQ
      GHAIR SAATH AATY GAYAUR KARAWAN BANTA GYA
      KHAAR SY GUL AUR GUL SY GULSTAN BANTA GYA :rose

      Comment


      • #4
        Re: Naghma O Sher

        very nice baad-e-saba :)

        aik geet phir sey...


        aaj hai mehfil deed key qabil, shama bhi hai parwana bhi
        aik haqeeqat bat jata hai kabhi kabhi afsana bhi
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #5
          Re: Naghma O Sher

          saare Aalam Par Main Hon Chhaya Howa
          Mustand Hy Mera Farmaaya Howa
          meer

          Comment


          • #6
            Re: Naghma O Sher

            Door key janey waley panchhi leta ja pegham yeh mera
            mil jaein to itna kehna bhatak raha hoon sehra sehra
            ley ker dil mein aas keh mera pyaar miley ga
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #7
              Re: Naghma O Sher

              Nice game mis. bad-e-saba.........

              humare Masood bhai ke liye.......:)

              "woh parinde jo udne ka hunner jaante hain......
              azam jub karte hain tu taqdeer badal jaati hai....."

              Comment


              • #8
                Re: Naghma O Sher

                LO AAJ HAM NE TOOR DIA RISHTA E UMEED
                LO AB KABHI GILAA NA KAREEN GY KISI SE HUM:rose

                Comment


                • #9
                  Re: Naghma O Sher

                  ummid your signatures are very beautiful

                  Comment


                  • #10
                    Re: Naghma O Sher

                    Originally posted by baad-e-saba
                    ummid your signatures are very beautiful
                    thank you jaani:) ..............Aap ko shair humari taraf se shair Masood bhai dedicate ker deinge coz hume itne aashaar nahi aate......plzzzzz masood bhai....:rose

                    Comment


                    • #11
                      Re: Naghma O Sher

                      Yeh gul-o-saman ka mausam yeh bahar ka zamana
                      merey lab peh aa na jaaey terey shoq ka fasana
                      yeh jhuki jhuki si palkein, yeh hijab ka sa aalam
                      keh diyey teri nazar ney kai raaz mehrmana

                      betab
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • #12
                        Re: Naghma O Sher


                        Aik safer accha laga, aik humsafer accha laga..:)

                        kyun Raahi sahib kaisa yeh laga shair????????

                        Comment


                        • #13
                          Re: Naghma O Sher

                          jin ki doori main yeh lazzat hy keh betaab hy dil
                          aa gay woh jo kaheen paas to phir kya ho ga

                          Comment


                          • #14
                            Re: Naghma O Sher

                            nice shairing.....
                            thanks.........
                            YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

                            Comment


                            • #15
                              Re: Naghma O Sher

                              Originally posted by baad-e-saba
                              jin ki doori main yeh lazzat hy keh betaab hy dil
                              aa gay woh jo kaheen paas to phir kya ho ga
                              woh aaein ghar mein hamarey Khuda ki qudrat hai
                              kabhi ham unko kabhi apney ghar ko dekhtey hain
                              ghalib
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment

                              Working...
                              X