Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Naghma O Sher

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: Naghma O Sher

    Originally posted by Masood
    aik geet - ummid key naam:

    shikwa na kar, gila na kar, yeh duniya hai pyarey
    yahan gham key marey, tarraptey rahey

    yahan ka hai dastoor khamosh rehna
    jo guzri hai dil peh kisi sey na kehna
    kisi ney na dekhey, yahan gham key aansu
    barastey rahey
    shikwa na kar, gila na kar...

    Aap ki Ummid......:)

    Comment


    • #62
      Re: Naghma O Sher

      pehly pehal ka ishaq abhi yaad hy FARAAZ
      dil khud yeh chahtaa k ruwaaian bhi hon

      Comment


      • #63
        Re: Naghma O Sher

        safar mein rah key ashoob sey na dar jana
        miley jo aag ka darya to paar kar jana
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #64
          Re: Naghma O Sher

          hajoom-e-shoq ke pichhy chaly aur itni muddat tak
          ke aizaaz-e-ameer-karaawan bakhhshaa gya mujh ko

          Comment


          • #65
            Re: Naghma O Sher

            ik panjabi naghma

            chal chaliye duniya dey os nukrey tey jithey bandah na bandey di zaat howey
            har din howey sada eid warga har raat sadi shabraat howey
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #66
              Re: Naghma O Sher

              umer ik aisi hi hoti hy k jis main dil ko
              achhi lagti hy har ik baat hakeekat k siwaa

              Comment


              • #67
                Re: Naghma O Sher

                do dil ik doojey koloon door ho gaey
                veri duniya dey hathoon majboor ho gaey
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #68
                  Re: Naghma O Sher

                  veri website dy hathoon naee ?

                  Comment


                  • #69
                    Re: Naghma O Sher

                    Originally posted by baad-e-saba
                    veri website dy hathoon naee ?
                    :D kehri website???
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #70
                      Re: Naghma O Sher

                      oho ee jehdi kady khuldi nahi ty kady band nahi hondi, ty kadi jaan nahi dendi :hathora
                      Last edited by Baad-e-Saba; 22 June 2006, 04:44.

                      Comment


                      • #71
                        Re: Naghma O Sher

                        Originally posted by baad-e-saba
                        oho ee jehdi kady khuldi nahi ty kady band nahi hondi, jaan nahi dendi
                        inshaAllah ik do din vich aey problem vi hal ho jawey di - tey fer twanu koi gila naee rehan laga :)
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • #72
                          Re: Naghma O Sher

                          gila te hon vii nahi ae, par raabta aksar tot jaanda ae

                          Comment


                          • #73
                            Re: Naghma O Sher

                            Originally posted by baad-e-saba
                            gila te hon vii nahi ae, par raabta aksar tot jaanda ae
                            inshaAllah naee tut'tey da :) Main koshish kar rehya waan keh jald hi site ko kisi powerful server per change kar doon - just take a bit time :)
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • #74
                              Re: Naghma O Sher

                              ok. ok.
                              MUNEER in dinoon sy pareshaan na ho
                              keh din in sy guzry hain ab'tar kai

                              Comment


                              • #75
                                Re: Naghma O Sher

                                Dost bhi kya khoob wafaoun ka sila detey hain
                                har naey morr peh ik zakham neya detey hain
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X