Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Naghma O Sher

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Naghma O Sher

    Ummid behna key liye - apna aik qiata:

    Insan jo sochta hai qismat mein woh nahin
    mehboob jo chahta hai muhabbat mein woh nahin
    bohat si aasein lagata hai woh apni taqdeer sey
    khawab jo dekhta hai, haqeeqat mein woh nahin
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment

    • Re: Naghma O Sher

      Originally posted by Masood

      yeh aap ke liye........

      "Tadpti kyun ha Ay bulbul kamal itna tu paida kar.......
      ke tera ashq jis jah gir pade gulzaar ho paida......"

      p.s: yeh aap hume humesha "taqdeer se ki jeet nahi sakta" aise hi shair kyun dedicate karte ahin......

      Comment

      • Re: Naghma O Sher

        Koi umeed bar nahin aati
        koi soorat nazar nahin aati
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment

        • Re: Naghma O Sher

          khalaq ki be-khaberi hy keh meri ruswaai
          loog mujh ko hi sunaaty hain fasaany mery

          Comment

          • Re: Naghma O Sher

            dil ki gehraiyon mein doob key dekh
            koi NAGHMA khushi ka NAGHMA nahin
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • Re: Naghma O Sher

              Originally posted by Masood
              dil ki gehraiyon mein doob key dekh
              koi NAGHMA khushi ka NAGHMA nahin
              ham woh seaah naseeb hain TARIQ keh shaher main
              kholeen dokaan kafan ki to sab marna vhood deen
              :tomato:

              Comment

              • Re: Naghma O Sher

                Originally posted by baad-e-saba
                ham woh seaah naseeb hain TARIQ keh shaher main
                kholeen dokaan kafan ki to sab marna vhood deen
                :tomato:
                Qasam sey mera shair nahin :kr: :kr: main kafan farosh nahin

                Na kahin nooha-e-jaan hai na khain NAGHMA-e-dil
                kuchh to bolo keh shab-e-dard guzari kaisi
                sar ba zanoo ho to kyun chak gareban walo
                bazi-e-raah-e-talab jeet key hari kaisey?
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment

                • Re: Naghma O Sher

                  jaanti hon TARIQ AZIZ ka hy :lpop:

                  koo ba koo pheel gai baat sanasaai ki
                  oss ny khushboo ki tarha meri pazeraai ki
                  Last edited by Baad-e-Saba; 24 June 2006, 18:36.

                  Comment

                  • Re: Naghma O Sher

                    main terey sang kaisey chaloon sajnaa
                    tu samundar hai main sahilon ki hawa
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment

                    • Re: Naghma O Sher

                      tumhaary khat main ik nya salaam kis ka tha
                      na tha rakeeb to aakhir woh naam kis ka tha

                      Comment

                      • Re: Naghma O Sher

                        ghair ki baton ka aakhir aetbar aa hi geya
                        meri janbi sey terey dil mein ghubar aa hi geya
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment

                        • Re: Naghma O Sher

                          tu mujhy chood k thuraa k bhi jaa sakti hy
                          tery haathoon main mery haath hain zinjeer nahi

                          Comment

                          • Re: Naghma O Sher

                            Na chherr aey nikhat-e-baad bahari, raah lag apni
                            tujhey athkailiyaan soojhi hain, ham bezar bethey hain
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment

                            • Re: Naghma O Sher

                              Originally posted by Masood
                              Na chherr aey nikhat-e-baad bahari, raah lag apni
                              tujhey athkailiyaan soojhi hain, ham bezar bethey hain
                              kioon ????????????? :phool:

                              badlaa na mery baad bhi mozoo-e-guftagoo
                              main jaa chukaa hon phir bhi teri mehfiloon main hon :rose

                              Comment

                              • Re: Naghma O Sher

                                ik panjabi naghma

                                sajnaa aey mehfil aasan terey leii sajaii aey
                                pyar bulawey aaja, kanoo zidd laii aey
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X