Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Naghma O Sher

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: Naghma O Sher

    woh bewafa nahin magar
    jala rahey hain kyun jiggar.....
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #92
      Re: Naghma O Sher

      nafratoon k sawaal kar k muhabbatoon k jawaab mangy
      woh meri raahoon main bo k kanty mujh sy taaza gulaab maaNGY

      Naghma's

      Comment


      • #93
        Re: Naghma O Sher

        Very nice ji...


        yahan qadar kya dil ki ho gi
        yeh duniya hai sodagaron ki
        muhabbat ka dil thokron mein
        hai qeemat yahan pathron ki
        Last edited by Masood; 23 June 2006, 22:45.
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #94
          Re: Naghma O Sher

          aashnaa dard sy hona thaa kisi toor hameen
          too na milta to kisi aur sy bichhdy hoty

          Comment


          • #95
            Re: Naghma O Sher

            roonaq-e chaargh dekhny waloo
            kuvhh zameen par bhi chaad taary hain

            Comment


            • #96
              Re: Naghma O Sher

              wohi naala, wohi NAGHMA bas ik tafreeq lafzi hai
              qafas ko muntashir ker do nasheman naam ho jaey
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #97
                Re: Naghma O Sher

                achhaaaaaaaaaaaaaaa

                ik pyar ka NAGHMA hy, moojoon ki rawaani hy,
                zindagi aur kuchh bhi nahi teri meri kahaani hy,

                Comment


                • #98
                  Re: Naghma O Sher

                  meri zindagi hai NAGHMA meri zindagi tarana
                  main sadaey zindagi hoon mujhey dhoond ley zamana
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #99
                    Re: Naghma O Sher

                    tum chandni ho, phool ho, NAGHMA ho, sher ho
                    Allah re ! HUSan-e0zook mery intikhaab ka

                    Comment


                    • Re: Naghma O Sher

                      ajab bedard hai main jinki bedardi pe rota hoon
                      talash-e-NAGHMA kartey hain, meri in fughaoun mein
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: Naghma O Sher

                        ba qadar-e-zaraf sab ny pyar ki keemat lagaai hy
                        kabhi aansoo, kabhi NAGHMA, kabhi daam-o-darham logoo

                        Comment


                        • Re: Naghma O Sher

                          Hamari sanson mein aaj tak woh hina ki khushboo mehak rahi hai
                          labho peh NAGHMEY machal rahey hain nazar sey masti chhalak rahi hai
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: Naghma O Sher

                            dast-e-khizaan ny badh k waheen oss chunn lia
                            jo phool gir gia nigah-e-ANDLEEB se
                            Last edited by Baad-e-Saba; 24 June 2006, 10:56.

                            Comment


                            • Re: Naghma O Sher

                              Baad-e-saba ke Naam :rose
                              Yaa rab woh na samjhe hain na samjhein gey meri baat
                              Dil aur de in ko jo na de Mujhe ko zubaN aur
                              Allah

                              Comment


                              • Re: Naghma O Sher

                                Masod bhai ke liye..........

                                Qabro'n mein nahi hum ko kitaabon mein utaaro.......
                                hum log muhabbat ki khanai mein marre hain..........

                                Comment

                                Working...
                                X