Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Allama Iqbal special..life

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Allama Iqbal special..life

    Bola Ameer-e-Fouj Ke “Woh Naujawan Hai Tu
    Peeron Pet Ere Ishq Ka Wajib Hai Ehtaram

    Comment


    • Re: Allama Iqbal special..life

      Pure Kare Khuda’ay Muhammad (S.A.W.) Teri Murad
      Kitna Buland Teri Mohabbat Ka Hai Maqam!

      Comment


      • Re: Allama Iqbal special..life

        Pohanche Jo Bargah-e-Rasool-e-Ameen (S.A.W.) Mein Tu
        Karna Ye Arz Meri Taraf Se Pas Az Salam

        Comment


        • Re: Allama Iqbal special..life

          Hum Par Karam Kiya Hai Khuda’ay Ghayoor Ne
          Puray Huwe Jo Wade Kiye The Huzoor (S.A.W.) Ne”

          Comment


          • Re: Allama Iqbal special..life

            (Bang-e-Dra-150) Mazhab - Tazmeen Bar Shair Mirza Bedil

            Mazhab
            Tazmeen Bar-Shair-e-Mirza Bedil

            Religion

            (Includes a verse by Mirza Bedil)

            Taleem-e-Peer-e-Falsafa-e-Maghrabi Hai Ye
            Nadan Hain Jin Ko Hasti-e-Ghaeeb Ki Hai Talash

            The teaching of the sage of Western philosophy is
            “Those seeking the Invisible Existence are ignorant

            Comment


            • Re: Allama Iqbal special..life

              Paikar Agar Nazar Se Na Ho Ashna To Kya
              Hai Sheikh Bhi Misal-e-Barhman Sanam Tarash

              Comment


              • Re: Allama Iqbal special..life

                Mehsoos Par Bina Hai Uloom-e-Jadeed Ki
                Iss Dour Mein Hai Sheesha Aqaeed Ka Pash Pash

                Comment


                • Re: Allama Iqbal special..life

                  Mazhab Hai Jis Ka Naam, Woh Hai Ek Junoon-e-Kham
                  Hai Jis Se Adami Ke Takhiyul Ko Intaash

                  Comment


                  • Re: Allama Iqbal special..life

                    Kehta Magar Hai Falsafa-e-Zindagi Kuch Aur
                    Mujh Par Liya Ye Murshid-e-Kamil Ne Raaz Faash

                    Comment


                    • Re: Allama Iqbal special..life

                      “Bahir Kamal And Ke Ashuftagi Khush Ast
                      Har Chand Aqal-e-Kul Shuda Aee Be-Junoon Mabash”

                      Comment


                      • Re: Allama Iqbal special..life

                        (Bang-e-Dra-149) Firdous Mein Aik Muqalma


                        Firdous Mein Aik Muqalma
                        A Conversation In Paradise



                        Hatif Ne Kaha Mujh Se Ka Firdous Mein Ek Roz
                        Haali Se Mukhatib Huwe Yun Saadi-e-Sheeraz

                        Hatif said to me that in Paradise one day
                        Sa’di of Shiraz addressed Hali in this way

                        Comment


                        • Re: Allama Iqbal special..life

                          Kuch Kaifiat-e-Muslim-e-Hindi To Bayan Kar
                          Wa Mandah-e-Manzil Hai Ke Masroof-e-Tag-o-Taaz

                          Comment


                          • Re: Allama Iqbal special..life

                            Mazhab Ki Hararat Bhi Hai Kuch Iss Ki Ragon Mein?
                            Thi Jis Ki Falak Souz Kabhi Garmi-e-Awaz

                            Comment


                            • Re: Allama Iqbal special..life

                              Baaton Se Huwa Sheikh Ki Haali Mutasir
                              Ro Ro Ke Laga Kehne K "Ae Sahib-e-Ijaz

                              Comment


                              • Re: Allama Iqbal special..life

                                Jab Peer-e-Falak Ne Waraq-e-Ayyam Ka Ulta
                                Ayi Ye Sada, Pao Ge Taleem Se Azaaz

                                Comment

                                Working...
                                X