Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Allama Iqbal special..life

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Allama Iqbal special..life

    Kashti-E-Miskeen’-O-‘Jaan-E-Paak’-O-‘Diwar-E-Yateem’
    Ilm-E-Musa (A.S.) Bhi Hai Tere Samne Hairat Farosh

    Comment


    • Re: Allama Iqbal special..life

      Chorh Kar Abadiyan Rehta Hai Tu Sehra Naward
      Zindagi Teri Hai Be Roz-O-Shab-O-Farda-O-Dosh

      Comment


      • Re: Allama Iqbal special..life

        Zindagi Ka Raaz Kya Hai, Saltanat Kya Cheez Hai
        Aur Ye Sarmaya-O-Mehnat Mein Hai Kaisa Kharosh

        Comment


        • Re: Allama Iqbal special..life

          Ho Rahah Hai Asia Ka Kharqa-E-Dairina Chaak
          Naujawan Aqwam-E-Nau Doulat Ke Hain Peraya Posh

          Comment


          • Re: Allama Iqbal special..life

            Garcha Iskandar Raha Mehroom-E-Aab-E-Zindagi
            Fitrat-E-Iskandari Ab Tak Hai Garam-E-Nao’ay Nosh

            Comment


            • Re: Allama Iqbal special..life

              Baichta Hai Hashmi Namoos-E-Deen-E-Mustafa (S.A.W.)
              Khak-O-Khoon Mein Mil Raha Hai Turkaman-E-Sakht Kosh

              Comment


              • Re: Allama Iqbal special..life

                Aag Hai, Aulad-E-Ibraheem (A.S.) Hai, Namrood Hai
                Kya Kisi Ko Phir Kisi Ka Imtihaan Maqsood Hai !

                Comment


                • Re: Allama Iqbal special..life

                  (Bang-e-Dra-160) Humayon (Mr. Justice Shah Deen Marhoom)


                  Humayun
                  (Mr. Justice Shah Deen Marhoom)

                  Late Shah Din Humayun




                  Ae Humayun! Zindagi Teri Sarapa Souz Thi
                  Teri Chingari Charagh-e-Anjuman Afroz Thi

                  O Humayun! your life was full of warmth
                  Your spark was an assembly‐enlightening lamp

                  Comment


                  • Re: Allama Iqbal special..life

                    Garche Tha Tera Tan-e-Khaki Nazaar-o-Dard Mand
                    Thi Sitare Ki Tarah Roshan Teri Taba-e-Buland

                    Comment


                    • Re: Allama Iqbal special..life

                      Kis Qadar Bebak Dil Iss Natawan Paikar Mein Tha
                      Shoala-e-Gardoon Naward Ek Musht-e-Khakstar Mein Tha

                      Comment


                      • Re: Allama Iqbal special..life

                        Mout Ki Lekin Dil-e-Dana Ko Kuch Parwa Nahin
                        Shab Ki Khamoshi Mein Juz Hangama-e-Farda Nahin

                        Comment


                        • Re: Allama Iqbal special..life

                          Mout Ko Samjhe Hain Ghafil Ikhtitam-e-Zindagi
                          Hai Ye Sham-e-Zindagi Subah-e-Dawam-e-Zindagi

                          Comment


                          • Re: Allama Iqbal special..life









                            (Bang-e-Dra-159) Daryuza'ay Khilafat

                            Daryooza-e-Khilafat
                            Begging For The Caliphate



                            Agar Mulk Hathon Se Jata Hai, Jaye
                            Tu Ahkam-e-Haq Se Na Kar Be-Wafai

                            If the territory is being lost let it be lost
                            You should not be disloyal to God’s commands

                            Comment


                            • Re: Allama Iqbal special..life

                              Nahin Tujh Ko Tareekh Se Aghi Kya
                              Khilafat Ki Karne Laga Tu Gadai

                              Comment


                              • Re: Allama Iqbal special..life

                                Khareedain Na Jis Ko Hum Apne Lahoo Se
                                Musalman Ko Hai Nanang Woh Padshai

                                Comment

                                Working...
                                X