Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Allama Iqbal special..life

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Allama Iqbal special..life

    (Bang-e-Dra-153) Pewasta Reh Shajar Se, Umeed-e-Bahar Rakh



    Pewasta Re Shajar Se, Umeed-e-Bahar Rakh
    Remain Attached To The Tree Keep Spring’s Expectation


    Dali Gyi Jo Fasal-e-Khazan Mein Shajar Se Toot
    Mumkin Nahin Hari Ho Sahab-e-Bahar Se

    The branch of the tree which got separated in autumn
    Is not possible to green up with the cloud of spring

    Comment


    • Re: Allama Iqbal special..life

      Hai La-Zawal Ehd-e-Khazan Uss Ke Waste
      Kuch Wasta Naahin Hai Usse Barg-o-Baar Se

      Comment


      • Re: Allama Iqbal special..life

        Hai Tere Gulistan Mein Bhi Fasal-e-Khazan Ka Dour
        Khali Hai Jaib-e-Gul Zr-e-Kamil Ayaar Se

        Comment


        • Re: Allama Iqbal special..life

          Jo Naghma Zan Thay Khalwat-e-Auraq Mein Tayoor
          Rukhsat Huway Tere Shajar-e-Sayadar Se

          Comment


          • Re: Allama Iqbal special..life

            Shakh-e-Bureeda Se Sabaq Andoz Ho Ke Tu
            Na Ashna Hai Qaida’ay Rozgar Se

            Comment


            • Re: Allama Iqbal special..life

              Millat Ke Sath Rabta Ustawar Rakh
              Pewasta Reh Shajar Se, Umeed-e-Bahar Rakh!

              Comment


              • Re: Allama Iqbal special..life

                (Bang-e-Dra-152) Mazhab

                Mazhab
                Religion



                Apni Millat Par Qiyas Aqwam-e-Maghrib Se Na Kar
                Khas Hai Tarkeeb Mein Qoum-e-Rusool-e-Hashmi

                Judge not your nation on the criteria of Western nations
                Special in composition is the Hashimi Prophet’s nation

                Comment


                • Re: Allama Iqbal special..life

                  Un Ki Jamiat Ka Hai Mulk-o-Nasab Par Inhasar
                  Quwwat-e-Mazhab Se Mustahkam Hai Jamiat Teri

                  Comment


                  • Re: Allama Iqbal special..life

                    Daman-e-Deen Hath Se Chhuta To Jamiat Kahan
                    Aur Jamiat Huwi Rukhsat To Millat Bhi Gyi

                    Comment


                    • Re: Allama Iqbal special..life

                      (Bang-e-Dra-151) Jang-e-Yarmook Ka Aik Waqia

                      Jang-e-Yarmook Ka Aik Waqia
                      An Incident Of The Battle Of Yarmuk



                      Saf Basta The Arab Ke Jawanan-e-Taeghband
                      Thi Muntazir Hina Ki Uroos-e-Zameen-e-Shaam

                      The armed Arab youth were arrayed for battle
                      The bride of Syria’s land was waiting for myrtle

                      Comment


                      • Re: Allama Iqbal special..life

                        Ek Naujawan Soorat-e-Seemab Muztarib
                        Aa Kar Huwa Ameer-e-Asakar Se Hum Kalam

                        Comment


                        • Re: Allama Iqbal special..life

                          Ae Bu-Ubaidah (R.A.) Rukhsat-e-Paikaar De Mujhe
                          Labraiz Ho Gya Mere Sabr-o-Sakoon Ka Jaam

                          Comment


                          • Re: Allama Iqbal special..life

                            Be Taab Ho Raha Hun Mein Firaaq-e-Rasool (S.A.W.) Mein
                            Ek Dam Ki Zindagi Bhi Mohabbat Mein Hai Haraam

                            Comment


                            • Re: Allama Iqbal special..life

                              Jata Hun Mein Huzoor-e-Risalat Panah (S.A.W.) Mein
                              Le Jaun Ga Khushi Se Agar Ho Koi Peyam

                              Comment


                              • Re: Allama Iqbal special..life

                                Ye Zauq-o-Shauq Dekh Kar Purnam Huwi Woh Ankh
                                Jis Ki Nigah Thi Safat-e-Taegh-e-Benayam

                                Comment

                                Working...
                                X