Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    mera apna ik shair hai
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      hmm nice shair


      Na koi chaap na aahat,na guftagoo na sawal
      Kahan lutay hain khayalon k karwan daikho

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        Woh zindagi ho keh duniya, Faraaz kya kijiye
        keh jis sey ishq karo, bewafa nikalti hai

        yeh
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          Yaad Us Ki Ye Kahty Hoye Dil Say Nikli
          Is Ujri Basti May Bhala Ab Keya Rahna
          Last edited by amber; 18 March 2006, 21:31.

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            Is dil ko teri jheel si aankhon mein dabo kar
            kuchh soch rahi hain meri nadaan wafaein
            main apney ta'aqub mein ufaq paar chala hoon
            ab dhoondney waley na mera khoj lagaein


            Noon
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              Na tujhe chor sakte hain tere ho bhi nahi sakte
              Yeh kaisi be basi hai aaj hum ro bhi nahi sakte

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                Yadish ba'khair ehad-e-muhabbat ki shaairi
                ik aah thi jo geet key saanchey mein dhal gaee

                yey
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  Yeh aur baat ke gul ki tarha mehekte rahe
                  Werna rakhte thay hum bhi mizaaj kantoon ka

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    zabardast amber :)

                    unhein khat mein likha keh dil muztarib hai, jawab unka aaya muhabbat na kartey
                    tumhein dil laganey ko kis ney kaha tha, sambhal jaey ga dil sambaltey sambhaltey

                    yey
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      Thanks Masood

                      Ye wadhain wafaian ,ye khushian ye ansoon, tarap ye kasak
                      Mohabbat ka mafhoom samajh ker to dekho

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        wafa karoon ga kisi sogwaar chehrey sey
                        purani qabar peh kitba neya saja doon ga

                        alif
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          Ab To Band Hone Ki Aankhoon Ko Ijaazat Dede
                          Barsoon Aankhoon Ne Tera Jaag Ke Rasta Dekha

                          Ghareebi Tujhe Kaise Main Na Kaatil Samjhoon
                          Main Ne Hi Karte Tujhe Khoon-E-Tamanna Dekha

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            aaj kisi ney dil torra to ham ko jaisey dhiyaan aaya
                            jiska dil ham ney torra tha, woh janey kis haal mein hoga

                            Alif
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              Ab Dast-e-Shanasai Na Barhayain Gay
                              Hum Kay Zamane Bhar Se Thukrai Hue Hain

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                Na'tujh sey kuchh ham ko nisbat na'tujh ko kuchh ham sey kaam
                                ham ko yeh maloom tha lekin dil ko yeh samjhaa na sakey

                                yey
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X