Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    itna hi kaha tha main nay k meri Ankh Daikh Sakti hai
    K Toot Pada Mujh Pay Yeh Shar-e-Nabina

    Alif
    Hamisha Dhoka hi khana

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      Aber ki tarah ha wo yoon na choo sakon lakin
      hath jab bhe phaila'ay aa gaya dua'on main

      noon

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        na ghubar main na gulab main mujhay daikhna
        meray dard ki tab-o-tab main mujhay daikhna
        kisi waqat sham-e-malal main mujhay soochna
        kabhee apnay dil ki kitab main mujhay daikhna
        jo tadp tumhain kisi aainay main na mil sakay
        to pher aainay k jawab main mujhay daikhna

        alif
        Hamisha Dhoka hi khana

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          aik chehra mustaqil ashkon key aainey mein hai
          kuchh btaa aey umr-e-gham! aakhir nazar mein kaun hai?

          Yeh
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            yahe hoga ky ziada say ziada doub ja'ain gay
            utarty hain zara dil main ky derya khobsurat hai

            yay

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              uoon bikar na baitho din bhar uoon paihem ansoo na bahaoo
              itna yaad karoo k bila akhir asani bhool bhee jaooo

              waow
              Hamisha Dhoka hi khana

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                woh aks ban key meri chashm-e-tar mein rehta hai
                ajeeb shaks hai, paani key ghar mein rehta hai

                Ye
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  yay aik aber ka tukra kaha kaha barsay
                  tamaam dasht he piyasa dekhae deta hai

                  yay

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    yeh bad-e- rah guzar dar khor chaman na sahi
                    ghubar ka bhee thikana nikal hi ata hai
                    sarwar jins wafa baichtay nahin phidtay
                    jiger k dagh dikhana to sub ko ata hai

                    yeh
                    Hamisha Dhoka hi khana

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      Yaani tarteeb-e-kar ka bhi sila usko mila
                      us ney pathar bhi uthaya mujhey pagal kar key

                      ye
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        yeh maat samajh k hum ko sawal nahi aata
                        Dar is baat ka hai k kahin to lajwab na ho jay

                        yeh
                        Hamisha Dhoka hi khana

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          Yaqeen ker ky bohat khuloos say kee hai
                          tery diay hoay zakhmon ki perwarish mai ny


                          yay

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            yeh to kahoo kabhee ishq kiya hai, jag main hoay ho ruswa bhe?
                            is k siwa hum kuch bhe na poochain, baki bat fazool mian

                            noon
                            Hamisha Dhoka hi khana

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              Nah koi khawab hamarey hain na taabeerein hain
                              ham to paani peh bnaee hui tasweerein hain

                              noon
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                Na mery qalam say likhe gae na mere zaban sy ada hoe
                                jo nazar sy kehny ki bat ha kise hurf mai na sama'ay ge
                                koi phool chunta ha kis liay koe khaak hota ha kis liay
                                yay wakt wakt ki bat ha tujhy zindage bata'ay ge

                                yay

                                Comment

                                Working...
                                X