Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    yeh bhe shyed zindage ki ik ada hai dosto
    jis ko sathi mil gaya woh or tanha ho gaya

    Alif
    Hamisha Dhoka hi khana

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      apney lahoo ki aag, hamein chaat'ti rahi
      apney badan ka zehar tha, saaghir mein kuchh na tha

      alif
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        Aaao chup ki zaban mai khawar
        itne barain keray ky thak jaiyay

        noon

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          na je bhar k daikha na kuch baat ki
          badi arzo thi mulaqat ki
          kai sal se kuch khabar hi nahin
          kahan din guzara kahan raat ki

          yeh
          Hamisha Dhoka hi khana

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            yeh subah ki safediyaan yeh dopehar ki zardiyaan
            main aainey mein dhoondhta hoon main kahan chala geya
            nasir kaazmi

            ALIF
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              as k baad tw sara college wairana sa lagta hai
              aik woh chera Akhter aisa bichda hai ta,teloon main

              noon
              Hamisha Dhoka hi khana

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                nahin keh mujh ko qayamat ka aetqaad nahin
                shab-e-fraaq sey roz-e-jazaa yaad nahin
                ghalib

                Noon
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  Originally posted by Masood
                  nahin keh mujh ko qayamat ka aetqaad nahin
                  shab-e-fraaq sey roz-e-jazaa yaad nahin
                  ghalib

                  Noon
                  nahin keh mujh ko qayamat ka aetqaad nahin
                  shab-e-fraaq sey roz-e-jazaa yaad nahin
                  ghalib
                  or is masood ka kia karain ay qamar
                  jo yahan online hai per MSN pay nahi

                  yeh
                  Last edited by No1ElseNo1Care; 10 February 2006, 01:19.
                  Hamisha Dhoka hi khana

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    yaa to miT jaa_iye yaa miTaa diijiye
                    kiijiye jab bhii saudaa kharaa kiijiye

                    ab jafaa kiijiye yaa wafaa kiijiye
                    aaKharii vaqt hai bas duaa kiijiye


                    yeh
                    Visit My Early PS Work
                    You Are Welcome To Comment

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      Yonhi tanhae ma hum dil ko saza daity hain
                      naam tera likhty hain likh ker mita daity hain

                      noon

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        Noon sey shair hazir hai - next will be ALIF
                        Attached Files
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          Aaa ja ky intaazar kay sab diay bujh ga'ay
                          kab tak tasavvurat say mehfil saja'ay hum

                          meem

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            Mamlat-e-muhabbat mein dekhna yeh hain!
                            Who kya karenge jo apna qasoor dekhenge.
                            next :ye

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              yadon ky phool sokh na ja'ain ise liay
                              aankho ko askbar kiya ha kabhe kabhe
                              hum say junoon ishq ka alam na pochye
                              apna he intazar kiya ha kabhe kabhe

                              yay

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                Yeh sajdah-e-sar maqtal ka waqt hai Mohsin
                                khud apney khoon-e-rag-e-jaan sey ab wuzu hi sahi
                                mohsin naqvi

                                Ye
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X