Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    Nah pooch apni ana ki baghawatein Mohsin
    Dare qabool say bach kar dua guzarti hay

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      Yeh Talkh Talkh sa Lehja, Yeh taiz taiz see baat..
      Mizaj-e-Yaar ka aalam sharab jaisa hai ...
      That's Enough...!!

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        yunhi dukh kisi ko dena nahi khoob warna kehta
        ke mere adoo ko ya rab mile meri zindagani
        tasweer khench gaei he bedad zindagi ki
        me aah kar raha hun,wo muskura rahe hen

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          Na janay kaisay fasooNgar nay seher phoonk dia..
          tamam shehr he pat'thar dikhai dayta hai ...
          That's Enough...!!

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            yun to ansoo ki har ek boond zuban hoti hai
            Hum ko taufeew samajnay ki kahan hoti hai

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              ye bhi kia manzil he barhti he na mit'te hen qadam
              tak raha hun door se manzil ko me,mujhe manzil

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                Lamha Lamha nazar aata hai kabhi her ek saal
                Kabhi lamhay ki terha saal guzer jata hai
                Kabhi narmi, kabhi sakhti, kabhi ujlat ,kabhi der
                Waqt aey dost beherhaal guzer jata hai
                sigpic

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  Yeh Alag baat kay ojhal hooN nazar say warna....
                  maiN tery paas he rehta hooN, sada day mujh ko.
                  That's Enough...!!

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    Wo ek baat bohat talkh kahi thi us nay
                    Baat yaad nahin magar yaad hai lehja us ka !!!
                    sigpic

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      Agar chahoon to naqsha khainch kar alfaaz mein rakh doon
                      magar terey takhayyul sey fazoon'tar hai woh nazara
                      tujhey aaba sey apney koi nisbat ho nahin sakti
                      keh tu guftar, woh kirdar, tu sabit woh siyara

                      Alif next
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        Insaf-e-zamana ki mujhey ijazat dijiey
                        main wo hoon k apni bhi himayat nahin kerta
                        Tum apnay khayalat mujhey sonp ker dekho
                        Her shakhs amanat mein khiyanat nahin kerta
                        Next phir se Alif
                        sigpic

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          ab to ghabra key kehtey hain keh mar jaein gey
                          mar key bhi chain na paya to kidher jaein gey?

                          yey
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            Ye teri talkh niwaeeyan koi aur seh k to dikha dey
                            Ye jo hum mein tum mein nibaah hai meray hoslay ka kamal hai...

                            NExt phir Yey:)
                            Last edited by Eshaa Chaudhry; 27 March 2006, 10:56.
                            sigpic

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              yeh ghazi yeh terey pur'asrar bandey
                              jinhein tu ney bakhsha hai zoq-e-khudai
                              do neem inki thoker sey sehra-o-darya
                              simat ker pahaar inki haibat sey raai

                              yeh again
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                Yun to ghalat nahin chehron ka ta'asur magar phir bhi
                                log wessay nahin ,jesay nazar aatay hain

                                next noon
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X