Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shairoun ki Barsaat :)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Shairoun ki Barsaat :)

    Tum say bichron to mout aa ja'ay mujhy
    sadq dil say yay duaa doo mujhay

    Comment


    • Re: Shairoun ki Barsaat :)

      Mohabat main qa'il the main lab na khoolnay ki
      javaab mery pas lakin her sawaal ka thaa

      Comment


      • Re: Shairoun ki Barsaat :)

        muhabbat

        muhabbat ab nahi hoo gee
        yeh kuch din bad main hoo gee
        guzar jaian gay jab yeh din
        yeh unki yaad main hoo gee
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment


        • Re: Shairoun ki Barsaat :)

          Originally posted by Aanchal
          muhabbat

          muhabbat ab nahi hoo gee
          yeh kuch din bad main hoo gee
          guzar jaian gay jab yeh din
          yeh unki yaad main hoo gee
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: Shairoun ki Barsaat :)

            Originally posted by Masood
            kia hai ??
            thread ko oper lanay kay leye jo zehan main tha likh dia :zuban:
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment


            • Re: Shairoun ki Barsaat :)

              Aik Shair
              Attached Files
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                Originally posted by Masood
                Aik Shair
                yeh rules they is thread kay :hathora
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment


                • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                  Dil dhondta hai phir wohi fursat kay din raat
                  baithy rahay tasawur -e- jana kiya hoay

                  Comment


                  • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                    Originally posted by aik_lerki
                    Dil dhondta hai phir wohi fursat kay din raat
                    baithy rahay tasawur -e- jana kiya hoay

                    raat
                    Attached Files

                    Comment


                    • Re: Shairoun ki Barsaat :)


                      Mai tasavvur bhe judae ka bhala kesy keron
                      Qismat ki lakeeron say churaya hai tujhay

                      Comment


                      • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                        tujhai bhool janai ka tasaver mien kesai kar loun ...?
                        meri har sanans sai wabasta hain yaadien teri ..

                        Comment


                        • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                          Comment


                          • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                            Ab Tak Dil-e- Khush Fehm Ko Tujh Say Ummidain Hain
                            Yeh Aakhri Shammain Bhi Bujhanay Ky Liyay Aa
                            (ahmed Fraz)

                            Comment


                            • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                              Originally posted by Aanchal View Post
                              yeh rules they is thread kay :hathora
                              bus bus itna he kafi hai:tasali:
                              HAVE A NICE DAY

                              ہمیں یہ گمان کہ چاہا ہمیں زمانے نے
                              عزیر سب کو تھےمگر ضرورتوں کی طرح


                              Comment


                              • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                                Originally posted by mudasser saqib View Post
                                Ab Tak Dil-e- Khush Fehm Ko Tujh Say Ummidain Hain
                                Yeh Aakhri Shammain Bhi Bujhanay Ky Liyay Aa
                                (ahmed Fraz)
                                DIL
                                DIl DHaraknay ka sabab Yaad aaya
                                WO Teri yaad Thee Ab Yaad ayaa

                                Comment

                                Working...
                                X