Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Allama Iqbal special..life

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Allama Iqbal special..life

    Hazar Shukar, Tabiat Hai Raiza Kaar Meri
    Hazar Shukar, Nahin Hai Damagh-e-Fitna-e-Tarash

    Comment


    • Re: Allama Iqbal special..life

      Ye Uqdah Haye Siasat Tujhe Mubarik Hon
      Ke Faiz-e-Ishq Se Nakhan Mera Hai Seena Kharash

      Comment


      • Re: Allama Iqbal special..life

        Mere Sukhan Se Dilon Hain Khaitian Sar Sabz
        Jahan Mein Hun Main Missal-e-Sihaab Darya Pash

        Comment


        • Re: Allama Iqbal special..life

          Hawaye Bazm-e-Salateen Daleel-e-Murda Dili
          Kiya Hai Hafiz-e-Rangeen Nawa Ne Raaz Ye Fash

          Comment


          • Re: Allama Iqbal special..life

            “Garat Hawast Ke Ba-Khizr Hum Nasheen Bashi
            Nihan Za Chashm-e-Sikandar Cho Aab-e-Heewan Bash”

            Comment


            • Re: Allama Iqbal special..life

              (Bang-e-Dra-141) Urfi

              'Urfi


              Mehal Aesa Kiya Taameer Urfi Ke Takhiyul Ne
              Tasadduq Jis Pe Hairat Khana-e-Seena-o-Farabi

              The imagination of ‘Urfi has created a mansion
              Which has became the envy of Sina and Farabi

              Comment


              • Re: Allama Iqbal special..life

                Fazaye Ishq Par Tehreer Ki Uss Ne Nawa Aesi
                Muyassar Jis Se Hain Ankhon Ko Ab Tak Ashak-e-Unabi

                Comment


                • Re: Allama Iqbal special..life

                  Mere Dil Ne Ye Ek Din Uss Ki Turbat Se Shikayat Ki
                  Nahin Hungama-e-Alam Mein Ab Saman-e-Betabi

                  Comment


                  • Re: Allama Iqbal special..life

                    Mazaj-e-Ahl-e-Alam Mein Taghiyur Aa Gya Aesa
                    Ke Rukhsat Ho Gyi Dunya Se Kaifiat Woh Seemabi

                    Comment


                    • Re: Allama Iqbal special..life

                      Faghan-e-Neem Shab Shayar Ki Baar-e-Gosh Hoti Hai
                      Na Ho Jab Chashm-e-Mehfil Ashnaye Lutf-e-Be-Khawabi

                      Comment


                      • Re: Allama Iqbal special..life

                        Kisi Ka Shaola Faryad Ho Zulmat Ruba Kyunkar
                        Garan Hai Shab Par Sutoon Par Sehar Ki Asman Tabi

                        Comment


                        • Re: Allama Iqbal special..life

                          Sada Turbat Se Ati “Shikwa-e-Ahl-e-Jahan Kam Gou
                          Nawa Ra Talakh Tar Mee Zan Chu Zauq-e-Naghma Kmyabi

                          Comment


                          • Re: Allama Iqbal special..life

                            Hudi Ra Taiz Tar Mee Khawan Chu Mehmil Ra Garan Beeni”

                            Sing the hudi faster if the camel’s litter has became heavy’

                            Comment


                            • Re: Allama Iqbal special..life

                              (Bang-e-Dra-140) Shua-e-Aftab

                              Shua-e-Aftab
                              The Sun’s Ray


                              Subah Jab Meri Nigah Soudai-e-Nazara Thi
                              Asman Par Ek Shua-e-Aftab Awara Thi

                              At the dawn when my eye was enjoying the panorama
                              I saw that a ray of the sun was wandering about

                              Comment


                              • Re: Allama Iqbal special..life

                                Main Ne Pucha Uss Kiran Se “Ae Sarapa Iztarab!
                                Teri Jaan-e-Na-Shakeeba Mein Hai Kaisa Iztarab

                                Comment

                                Working...