Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Allama Iqbal special..life

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Allama Iqbal special..life

    Tu Koi Choti Si Bijli Hai Ke Jis Ko Asman
    Kar Raha Hai Khirman-e-Aqwam Ki Khatir Jawan

    Comment


    • Re: Allama Iqbal special..life

      Ye Tarap Hai Ya Azal Se Teri Khu Hai, Kya Hai Ye
      Raqs Hai, Awargi Hai, Justujoo Hai, Kya Hai Ye?”

      Comment


      • Re: Allama Iqbal special..life

        “Khufta Hungame Hain Meri Hasti-e-Khamosh Mein
        Parwarish Payi Hai Main Ne Subah Ki Aghosh Mein

        Comment


        • Re: Allama Iqbal special..life

          Muztarib Har Dam Meri Taqdeer Rakhti Hai Mujhe
          Justujoo Mein Lazzat-e-Tanveer Rakhti Hai Mujhe

          Comment


          • Re: Allama Iqbal special..life

            Barq-e-Atish Khu Nahin, Fitrat Mein Go Naari Hun Main
            Mehr-e-Alam Tab Ka Paigham-e-Baidari Hun Main

            Comment


            • Re: Allama Iqbal special..life

              Surma Ban Kar Chashm-e-Insaan Mein Sama Jaun Gi Main
              Raat Ne Jo Kuch Chupa Rakha Tha, Dikhlaun Gi Main

              Comment


              • Re: Allama Iqbal special..life

                Tere Maston Mein Koi Jooya’ay Hoshiyari Bhi Hai
                Sone Walon Mein Kisi Ko Zauq-e-Baidari Bhi Hai?”

                Comment


                • Re: Allama Iqbal special..life

                  (Bang-e-Dra-139) Walida Marhooma Ki Yaad Mein

                  Walida Marhooma Ki Yaad Mein
                  In Memory Of My Late Mother


                  Zarra Zarra Dehr Ka Zindaani-e-Taqdeer Hai
                  Parda-e-Majboor-o-Bechargi Tadbeer Hai

                  Every atom of creation is a prisoner of fate;
                  Contrivance is the veil of constraint and helplessness.

                  Comment


                  • Re: Allama Iqbal special..life

                    Asaman Majboor Hai, Shamas-o-Qamar Majboor Hain
                    Anjum-e-Seemab Pa Raftar Par Majboor Hai

                    Comment


                    • Re: Allama Iqbal special..life

                      Hai Shikast Anjam Ghunche Ka Saboo Gulzar Mein
                      Sabza-o-Gul Bhi Hain Majboor-e-Namoo Gulzar Mein

                      Comment


                      • Re: Allama Iqbal special..life

                        Nagma-e-Bulbul Ho Ya Awaz-e-Khamosh-e-Zameer
                        Hai Issi Zanjeer-e-Alamgeer Mein Har She Aseer

                        Comment


                        • Re: Allama Iqbal special..life

                          Ankh Par Hota Hai Jab Ye Sirr-e-Majboori Ayan
                          Khush Ho Jata Hai Dil Mein Ashak Ka Seel-e-Rawan

                          Comment


                          • Re: Allama Iqbal special..life

                            Qalb-e-Insani Mein Raqs-e-Aysh-o-Gham Rehta Nahin
                            Naghma Reh Jata Hai, Lutf-e-Zair-o-Bam Rehta Nahin

                            Comment


                            • Re: Allama Iqbal special..life

                              lm-o-Hikmat Rahzan-e-Saman-e-Ashak-o-Aah Hai
                              Yani Ek Almas Ka Tukra Dil Agah Hai

                              Comment


                              • Re: Allama Iqbal special..life

                                Garche Mere Bagh Mein Shabnam Ki Shadabi Nahin
                                Ankh Meri Mayadaar-e-Ashak-e-Unnabi Nahin

                                Comment

                                Working...
                                X