Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Allama Iqbal special..life

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Allama Iqbal special..life

    Shewa-e-Ishq Hai Azadi-o-Dehr Ashobi
    Tu Hai Zunnari-e-Butkhana-e-Ayyam Abhi

    Comment


    • Re: Allama Iqbal special..life

      Uzr-e-Parhaiz Pe Kehta Hai Bigar Kar Saqi
      Hai Tere Dil Mein Wohi Kaswish-e-Anjam Abhi

      Comment


      • Re: Allama Iqbal special..life

        Sae-e-Peham Hai Tarazuye Kam-o-Kaif-e-Hayat
        Teri Meezan Hai Shumar-e-Sehar-o-Shaam Abhi

        Comment


        • Re: Allama Iqbal special..life

          Abar-e-Neesan! Ye Tunak Bakhsi-e-Shabnam Kab Tak
          Mere Kuhsar Ke Lale Hain Tehi Jaam Abhi

          Comment


          • Re: Allama Iqbal special..life

            Badah Gardan-e-Ajam Woh, Arabi Meri Sharab
            Mere Saghir Se Jhijhakte Hain Mai Ashaam Abhi

            Comment


            • Re: Allama Iqbal special..life

              Khabar Iqbal Ki Layi Hai Gulistan Se Naseem
              Nau Griftar Pharakta Hai Teh-e-Daam Abhi

              Comment


              • Re: Allama Iqbal special..life

                (Bang-e-Dra-165) Ye Surood-e-Qumri-o-Bulbul Faraib-e-Gosh Hai

                Ye Surood-e-Qumri-o-Bulbul Faraib-e-Gosh Hai
                Batin-e-Hangama Abad-e-Chaman Khamosh Hai

                Comment


                • Re: Allama Iqbal special..life

                  Tere Pemanon Ka Hai Ye Ae Mai-e-Maghrib Asar
                  Khanda-Zan Saqi Hai, Sari Anjuman Be-Hosh Hai

                  Comment


                  • Re: Allama Iqbal special..life

                    Dehr Ke Gham Khane Mein Tera Pata Milta Nahin
                    Jurm Tha Kya Afreenish Bhi Ke Tu Ru-Posh Hai

                    Comment


                    • Re: Allama Iqbal special..life

                      Ah, Dunya Dil Samajhti Hai Jise, Woh Dil Nahin
                      Pehlu-e-Insan Mein Ek Hangama-e-Khamosh Hai

                      Comment


                      • Re: Allama Iqbal special..life

                        Zindagi Ki Rah Mein Chal, Lekin Zara Bach Bach Ke Chal
                        Ye Samajh Le Koi Meena Khana Bar-e-Dosh Hai
                        .

                        Comment


                        • Re: Allama Iqbal special..life

                          Jis Ke Dam Se Dilli-o-Lahore Hum Pehlu Huwe
                          Ah, Ae Iqbal! Woh Bulbul Bhi Ab Khamosh Hai

                          Comment


                          • Re: Allama Iqbal special..life

                            (Bang-e-Dra-164) Ghazaliyat - Ae Baad-e-Saba ! Kamli Wale (S.A,W.W.) Se Ja Kahiyo Pegham Mera

                            Ghazaliat
                            Ghazals


                            Ae Bad-e-Saba! Kamli Wale (S.A.W.) Se Ja Kehiyo Pegham Mera
                            Qabze Se Ummat Bechari Ke Deen Bhi Gya, Dunya Bhi Gyi

                            O zephyr! Convey my message to the one wrapped in blanket
                            The poor Ummah has lost both din and material resources

                            Comment


                            • Re: Allama Iqbal special..life

                              Ye Mouj-e-Pareeshan Khatar Ko Pegham Lab-e-Sahil Ne Diya
                              Hai Door Wisaal-e-Behar Abhi, Tu Darya Mein Ghabra Bhi Gyi!

                              Comment


                              • Re: Allama Iqbal special..life

                                Izzat Hai Mohabbat Ki Qaeem Ae Qais! Hijab-e-Mehmil Se
                                Mehmil Jo Gya Izzat Bhi Gyi, Ghairat Bhi Gyi, Laila Bhi Gyi

                                Comment

                                Working...
                                X