Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Allama Iqbal special..life

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Allama Iqbal special..life

    Jis Se Tere Halqa-e-Khatim Mein Gardoon Tha Aseer
    Ae Suleman! Teri Ghaflat Ne Ganwaya Woh Nageen

    Comment


    • Re: Allama Iqbal special..life

      Woh Nishan-e-Sajda Jo Roshan Tha Koukab Ki Tarah
      Ho Gyi Hai Uss Se Ab Na-Ashna Teri Jabeen

      Comment


      • Re: Allama Iqbal special..life

        Dekh To Apna Amal, Tujh Ko Nazar Ati Hai Kya
        Woh Sadaqat Jis Ki Be-Baki Thi Hairat Afreen

        Comment


        • Re: Allama Iqbal special..life

          Tere Aaba Ki Nigah Bijli Thi Jis Ke Waste
          Hai Wohi Batil Tere Kashana-e-Dil Mein Makeen

          Comment


          • Re: Allama Iqbal special..life

            Ghafil! Apne Ashiyan Ko Aa Ke Phir Abad Kar
            Naghma Zan Hai Toor-e-Ma’ani Par Kaleem-e-Nukta Been

            Comment


            • Re: Allama Iqbal special..life

              “Sarkashi Bahir Ke Kar Di, Raam-e-Ao Bayad Shadan
              Shaola Saan Azhar Kuja Barkhasti, Aanja Nasheen"

              Comment


              • Re: Allama Iqbal special..life

                (Bang-e-Dra-133) Main Aur Tu

                Main Aur Tu
                I And You


                Mazaq-e-Deed Se Na-Ashna Nazar Hai Meri
                Teri Nigah Hai Fitrat Ki Raazdaan, Phir Kya

                My eye is unacquainted with the taste for the Sight
                Your eye is the knower of Nature’s secret, so what?

                Comment


                • Re: Allama Iqbal special..life

                  Raheen-e-Shikwa-e-Ayyam Hai Zuban Meri
                  Teri Murad Pe Hai Door-e-Asman, Phir Kya

                  Comment


                  • Re: Allama Iqbal special..life

                    Rakha Mujhe Chaman Awarah Misl-e-Mouj-e-Naseem
                    Atta Falak Ne Kiya Tujh Ko Ashiyan, Phir Kya

                    Comment


                    • Re: Allama Iqbal special..life

                      Fuzoon Hai Sood Se Sarmaya-e-Hayat Tera
                      Mere Naseeb Mein Hai Kawish-e-Zyan, Phir Kya

                      Comment


                      • Re: Allama Iqbal special..life

                        Hawa Mein Tairte Phirte Hain Tere Tayyare
                        Mera Jahaz Hai Mehroom-e-Badbaan, Phir Kya

                        Comment


                        • Re: Allama Iqbal special..life

                          Qawi Shadem Che Shad, Natawan Shaem Che Shad
                          Chaneen Shadem Cha Shad Ya Chanan Shadem Cha Shad

                          Comment


                          • Re: Allama Iqbal special..life

                            Baheech Go Na Dareen Gulistan Qarare Neest
                            Tu Gar Bahr Shudi, Ma Khazan Shadem, Cha Shad

                            Comment


                            • Re: Allama Iqbal special..life

                              (Bang-e-Dra-132) Aik Muqalma

                              Aik Muqalma
                              A Dialogue


                              Ek Murgh-e-Sara Ne Ye Kaha Murhg-e-Hawa Se
                              Par-Dar Agar Tu Hai To Kya Main Nahin Par-Dar!

                              A domesticated bird once said to the wild bird
                              “If you have wings, do not I also have wings?

                              Comment


                              • Re: Allama Iqbal special..life

                                Gar Tu Hai Hai Hawa Geer To Hun Main Bhi Hawa Geer
                                Azad Agar Tu Hai, Nahin Main Bhi Griftar

                                Comment

                                Working...
                                X