Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

    raat ki raani ka jhoNka tha kisi ki yaad bhi
    der tak aaNgan meray eHsaas ka mehka rha

    رات کی رانی کا جھونکا تھا کسی کی یاد بھی
    دیر تک آنگن مرے احساس کا مہکا رہا

    ساغر صدیقی


    Comment


    • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

      Yaad rakho to ek haqeeqat hoon
      bhool jao to ek KHWAAB hoon main..
      Azim Raahi


      Comment


      • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

        کِتنی یادیں، کِتنے منظر آبدِیدہ ہوگئے
        جب بھی تنہا آئینہ دیکھا، وہ یاد آیا بہت

        سُرُور بارہ بنکوی


        Comment


        • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

          تمہاری یاد کے جب زخم بھرنے لگتے ہیں
          کسی بہانے تمہیں یاد کرنے لگتے ہیں

          Tumhaari yaad k jub zakhm bharne lagte haiN
          Kisi bahaane tumheN yaad kerne lagte haiN


          Comment


          • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

            منتظر ہے وہ مرا جب سے سنا ہے میں نے
            ہو گئی اور سَوا یادِ وطن اب کے برس

            سہیل ثاقب


            Comment


            • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

              Meri Awargi Min Kuch Dakhal Tumhara Bhi he Mohsin.
              Tumhari Yad Ati He Tu Humen Ghar Acha Nhi Lagta.


              Comment


              • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                یاد کی دہلیز پر جلوہ نما میرے لئے
                جستجوئے شوق لے چل تو درِ محبوب تک

                عطا تراب


                Comment


                • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                  Kabhi subh dam, kabhi shaam ko , kabhi Raat bhar use sochana
                  K wo lout kr kabhi aa mile ye soch kar use sochana
                  He kise khabar k Khuda use waheen bhej de , usi raah par
                  Wo jahan pe aa k bichharr gaya, Usi moor pr use sochana


                  Comment


                  • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                    Dasht-e-dil min yadon ki barishen hone se.
                    Banjar zameen se bhi sabza phoot'ta raha.


                    Comment


                    • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                      اتنا تو مجھے یاد ہے کچھ اس نے کہا تھا
                      کیا اس نے کہا تھا، یہ مجھے یاد نہیں

                      نثار یار جنگ مزاج


                      Comment


                      • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                        Yaad krta hoon saans rukti hy
                        Kis qader mukhtasir kahani hy


                        Comment


                        • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                          dunya ky is fishar mein hy uss ki yaad yoN
                          aandhi ho taiz owr diye bin rha na jaye


                          Comment


                          • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                            یاد ہے سیرِ چراغاں ناصر
                            دل کے بجھنے کا سبب یاد نہیں

                            ناصر کاظمی


                            Comment


                            • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                              ہے سنگ پر برات معاش جنونِ عشق
                              یعنی ہنوز منتِ طفلاں اٹھائیے

                              مرزا اسداللہ خان غالب


                              Comment


                              • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                                Min ne tarap kar kaha bht yad ate ho tum.
                                Wo muskuura kar bole tumhen or ata hi kia he.


                                Comment

                                Working...
                                X