Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

    اب اس کے سوا یاد نہیں جشن ملاقات
    اک ماتمی جگنو مری پلکوں پہ سجا تھا

    ab us k siwa yaad nahi jashn_e_mulaqaat
    ik maatmi jugnoo meri palkoN pe saja tha


    Comment


    • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

      yadon k phool sookh na jaayen isi liye
      ankhon ko ashkbaar kiya hai kabhi kabhi


      Comment


      • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

        کتنے ناداں ہیں ترے بھولنے والے کہ تجھے
        یاد کرنے کے لیے عمر پڑی ہو جیسے

        احمد فراز


        Comment


        • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

          یہ حقیقت ھے کہ احباب کو ھم
          یاد ھی کب تھے کہ اب یاد نہیں

          ye haqeeqat hai ke ahbaab ko hum
          yaad he kab the ke ab yaad nahi


          Comment


          • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

            سنائی دی وہی آواز سبز پتوں سے
            کسی کی یاد ہوا نے سنبھال رکھی ہے

            sunai di wahi aawaaz sabz pattoN se
            kisi ki yaad hawaa ne sambhal rakhi hai


            Comment


            • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

              Kesy he talatum hoon mager qulzam'e'jaan myn
              Kuch yaad jazeery hyn k oujhal nahi hoty


              Comment


              • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                دیر نہ کر، دفنا دے اسکی یاد کو شارقؔ
                لاش پرانی ہو تو کیڑے پڑ جاتے ہیں


                Comment


                • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                  اک انتخاب وہ یادوں کے ماہ و سال کا تھا
                  جو حرف ابر زدہ آنکھ میں ملال کا تھا

                  ik intikhab wo yadon ky mah-o-saal ka tha
                  jo harf abr-zda aankh mein malal ka tha


                  Comment


                  • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                    acha saa ek naam thaa mager ab yaad nahii
                    us ko mujh se kuch kam thaa mager ab yaad nahii


                    Comment


                    • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                      شام ھوتے ھی سج جاتا ھے تیری یاد کا بازار
                      بس میری ھر رات اِسی رونق سے گزر جاتی ھے

                      shaam hotay he saj jata hai teri yaad ka bazar
                      bus meri har raat issi ronaq se guzar jati hai


                      Comment


                      • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                        خود جلاتی ہے میری یاد کے دیپ
                        خود ہی رکھتی بھی ہے ہواؤں میں

                        علی تاصف


                        Comment


                        • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                          Tu ne nafrat se jo dekha to mujheyaad aaya

                          Kaise rishte teri khaatir yuunhi toR aaya hoon


                          Comment


                          • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                            یاد بچھڑے ہوئے ایام کی یوں آتی ہے
                            جس طرح دور سے معشوق صدا دیتے ہیں

                            yaad bichrey hovey anjam ki yoN aati hy
                            jis trhan dor sy mashoq xada daitey hain


                            Comment


                            • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                              کوئی کس منہ سے کرے تجھ سے شکایت جاناں
                              جس کو تُو بھول گیا یاد ہی آنے کا نہ تھا


                              Comment


                              • Re: Ashaar jin meiN lafz ►YAAD/ YAADAIN◄ ho

                                yaad ban kar jo rach gaya khon mein
                                us ko sach much bohat bhulaya hai


                                Comment

                                Working...
                                X