Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

sirf ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: sirf ashaar

    ﻭﻩ ﺳﺮﺍﭘﺎ ﺳﺎﻣﻨﮯ ﮨﮯ ﺍﺳﺘﻌﺎﺭﮮ ﻣﺴﺘﺮﺩ..

    ﭼﺎﻧﺪ،ﺟﮕﻨﻮ،ﭘﻬﻮﻝ،ﺧﻮﺷﺒﻮ ﺍﻭﺭ ﺳﺘﺎﺭﮮ ﻣﺴﺘﺮﺩ..


    Comment


    • Re: sirf ashaar

      dekh jo ghor se, tou mujassam tujhi meiN tha
      wo husn, jo khayaal se bhi mawra mila


      Comment


      • Re: sirf ashaar

        Ye shikayat fazool hai, yeh to mohabat ka dastoor hai,

        Ke jo mehboob hota hai, wohi maghroor hota hai…!!


        Comment


        • Re: sirf ashaar

          وہ عکسِ موجۂ گُل تھا، چمن چمن میں رہا
          وہ رنگ رنگ میں اُترا، کِرن کِرن میں رہا ...


          Comment


          • Re: sirf ashaar

            tarooN se poch lo mrii rodad e zindagi
            ratooN Ko jagtaa hun tumhaaray khiyal me


            Comment


            • Re: sirf ashaar

              TUM ne Zindagi ka naam tou suna hoga......!!

              Ham ne Pukara hai isi Naam se Tujhe aksar....!!


              Comment


              • Re: sirf ashaar

                mazHab koii lauTa le, aur uskii jagah de-de
                tahzeeb saleeqe kii, insaan qareene ke


                Comment


                • Re: sirf ashaar

                  Tumko De Di Hai Isharoo'n Mein Ijaazat Maine
                  Mangne Se Na Miloo'n Agar Toh Chura Lo Mujhko.


                  Comment


                  • Re: sirf ashaar

                    chaand ki aaNkheN, phool ki khushboo, behti raat
                    qurbat ka her aik waseela tere naam


                    Comment


                    • Re: sirf ashaar

                      kuch hy matlab to dil sy matlab hy
                      matlab-e-dil sy unko kya matlab

                      مولانا حسن رضا خان


                      Comment


                      • Re: sirf ashaar

                        tere he aks hai in ajnabi bahaaroN meiN
                        jo tere lubb, tere baazoo, tera kinaara nahi


                        Comment


                        • Re: sirf ashaar

                          choma hy mera naam lab-e-surkh sy Shakeeb
                          ya phol rkh dya hy kisi ny kitab mein


                          Comment


                          • Re: sirf ashaar

                            Maine Khud Ko Bhi Framosh Kiya Tere Liye,,,
                            Aam Hai Sara Jaha'n ...Mera liye Khaas Hai tu


                            Comment


                            • Re: sirf ashaar

                              meri lafzooN me zindagi ki tarha
                              uska lehja mehknay lagta hai


                              Comment


                              • Re: sirf ashaar

                                baRii roshanii baKhshate hai.n nazar ko
                                tere gesuuo.n ke muqaddas aNdhere


                                Comment

                                Working...
                                X