Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

sirf ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: sirf ashaar

    Tera Khayaal Saath Gaya Mein Jidhar Gaya
    Tanhaa Na Kr Skii Mujhy Duniya Kisi Tarah


    Comment


    • Re: sirf ashaar

      ao ke tum ko daikh ke aftaar kar lain
      mudat howie hai ankh ka roza rakhe howe


      Comment


      • Re: sirf ashaar

        آنکھوں کی پتلیوں کے تماشے غضب کے ہیں
        وہ چار سو نہ ہو کے بھی ہر سو دکھائی دے

        aankhooN ki putliyoN ke tamashay ghazab ke haiN
        woh char so na ho ke bhi har so dikhaaii de


        Comment


        • Re: sirf ashaar

          کبھی وہ جسم ہوا اور کبھی وہ روح تمام
          اسی کے خواب تھے آنکھوں میں ہم جدھر سے گئے

          kabhi woh jisim hua aur kabhi rohh tamam
          ussi ke khwaab the aankhooN me hum jidhar se gaye


          Comment


          • Re: sirf ashaar

            مری سانسیں ابھی تک تیری خوشبو سے مہکتی ہے
            ابھی تک میرے حصے میں یہ بے پایاں مسرت ہے

            مری ہر سوچ میں تیری محبت کارفرما ہے
            مرا ہر خواب مثل چاندنی شب،خوبصورت ہے

            meri saansaiN abhi tak teri khushboo se mehkti hai
            abhi tak mere hisse me ye be-paayaaN musarat hai

            meri har soch me teri muhabbat kar'farma hai
            mra har khwaab misl e chaandni, shab khobsorat hai


            Comment


            • Re: sirf ashaar

              Kitne haseen log thehy jo mil k aik baar
              Aankhon main jazb ho gaey dil main sama gaey


              Comment


              • Re: sirf ashaar

                ميري حسرتيں تعریف تیرے حسن و جمال کی
                کچھ باتیں فراق کی کچھ باتیں وصال کی
                میرا وجود مسکن بنا ہوا ہے تیری یاد کا
                اب تو عادت سی ہو گئی ہے تیرے خواب و خیال کی

                meri hasrataiN tareef tere husun o jamal ki
                kuch bateiN faraq ki kuch bateiN wasal ki
                mera wajood maskan bana huwa hai teri yaad ka
                ab to aadat si ho gayi hai tere khuwaab o khiyal ki


                Comment


                • Re: sirf ashaar

                  Kajal daro qurqura surma saha na jaye
                  Jin nain main piya base doja kon samayeeee?


                  Comment


                  • Re: sirf ashaar

                    bachpan sy he ye kehtey hYn andaz aap ky
                    jo ahl-e-dil hYn wo hamYn dil-br bnayeN gy


                    Comment


                    • Re: sirf ashaar

                      میں تو مر جاؤں اگر سوچنے لگ جاؤں اُسے
                      اور وہ کتنی سہولت سے مجھے سوچتا ہے
                      نوشی گیلانی
                      main to mar jaoN agar sochne lag jaoN use
                      aur vo kitni saholat se mujhe sochta hai
                      Noshi Gilani


                      Comment


                      • Re: sirf ashaar

                        مَیں نہیں *آج ہم ہو گئے
                        فاصلے کتنے کم ہو گئے

                        mYn nahin aaj hm ho gaye
                        fasley kitney km ho gaye


                        Comment


                        • Re: sirf ashaar

                          تُجھ کو دیکھا تو سیر چشم ہوئے
                          تُجھ کو چاہا تو اور چاہ نہ کی

                          tujh ko dekha to ser e chasham hue
                          tujh ko chaHa to aur chah na ko


                          Comment


                          • Re: sirf ashaar

                            ترے خیال میں جب بے خیال ہوتا ہوں
                            ذرا سی دیر سہی ، لازوال ہوتا ہوں

                            tere khiyaal me jab be-khiyaal hota huN
                            zara si der sahi, la-zwal hota huN


                            Comment


                            • Re: sirf ashaar

                              Ye Jo Arsa-Gaah-E-Khayaal Hai, Tera Fan Hai Tera Jamaal Hai,
                              Meray Shai'r Hon Kaya Adab Mera, Ye Sabhi Teray Khad-o-Khaal Hain.


                              Comment


                              • Re: sirf ashaar

                                tumhaare baad khuda jane kya hua dil ko
                                kisii se rabt barhane ka hauslaa na huaa


                                Comment

                                Working...
                                X