Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

sirf ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: sirf ashaar

    شکوۂ ظلمت شب سے تو کہیں*بہتر تھا
    اپنے حصے کی کوئی شمع جلاتے جاتے
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment


    • Re: sirf ashaar

      ایک ہی چہرہ کتابی نظر آتا ہے ہمیں
      کبھی اشعار کے باہر کبھی اشعار کے بیچ


      Comment


      • Re: sirf ashaar

        Aa tujhe aik raaz batlaaon
        Mein bhi fani hon, Tu bhi fani hai


        Comment


        • Re: sirf ashaar

          ... Keh do ussey judai aziz hai toh rooth jaye ,
          Woh jee sekta hai toh hum bhi mar nahi jayengey ...


          Comment


          • Re: sirf ashaar

            Shikwa kisi ka naa faryaad kisi ki,
            Honi thi yunhi zindagi barbaad kisi ki,..!!!

            Ehsas mita talash miti mit gayi umeede,
            Sab mit gaya par naa mit saki yaade kisi ki…!!!:"(


            Comment


            • Re: sirf ashaar

              Kabhi Shokhiyaan Dikha'na Kabhi Unka Muskuraana. .

              - Yeh Adaaiyen Kar Na Daalein Mera Kaam Chupke Chupke. .


              Comment


              • Re: sirf ashaar

                Dhondti phirti hai dasht-o-biaban mein hamein...

                Zindagi hum se bichar kar khud bhi pachhtai boht.


                Comment


                • Re: sirf ashaar

                  Choro Yeh Sarsari Waday nahin Pouray Hoty ,
                  Main Esi Waqat Jo Kahoon Tu Mar Jao Gay Kya..


                  Comment


                  • Re: sirf ashaar

                    Muflas Ki Aadhi Baat Fizaa Main Bikhar Gai . . . .

                    Saahib Ne Jaldi Car Ka Sheshaa Charha Liya . . . . :-/


                    Comment


                    • Re: sirf ashaar

                      Maa Baap Ka Ghar Bikka To Phir Beti Ka Ghar Basa..

                      Kitni Hai Dil Kharaash Ye Rasam-e-Jahiez Bhi...!!!!!!


                      Comment


                      • Re: sirf ashaar

                        isay ghar samjhti hun mein us main koi t0h hota
                        mera dard e dil samjhta mere dukh mein sath r0ta


                        Comment


                        • Re: sirf ashaar

                          Hum Neend K Shoqeen Zyada Toh Nahi Lekin . . . .

                          Kuch Khuwab Na Dekhain Toh Guzara Nahi Hota . . . .


                          Comment


                          • Re: sirf ashaar

                            Ehsas t0 b0ht hai Usk0 Humari chahat ka lekin...
                            Terpaaata hai is liye k Main 0r b T0ot kr Chahun Usk0


                            Comment


                            • Re: sirf ashaar

                              Us Ka Rukna Muhaal Tha Yun Bhi . . .

                              Hum Ne Acha Kiya , Pukara Nahi . . !!


                              Comment


                              • Re: sirf ashaar

                                Aawargi Main “Mohsin” Is Ko Bhi Hunar Jana,
                                Iqraar-e-Wafa Karna, Phir Us Se Mukar Jana.


                                Comment

                                Working...
                                X