Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

sirf ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: sirf ashaar

    Ranj mai Tum , Meri khushi mai Tum
    Aisay Shamil ho Zindagi mai Tum


    Comment


    • Re: sirf ashaar

      Muj ko nafrat se nahin piar se maslob karo
      Me to shamil hon muhabbat k gunahgaron me


      Comment


      • Re: sirf ashaar

        haiN her ik shae meiN aap k jalwe
        hai her ik cheez meiN janaab ka raNg


        Comment


        • Re: sirf ashaar

          hum apne dil se hain majabur aur logon ko
          zara si baat pe barpa qayamaten karani


          Comment


          • Re: sirf ashaar

            Tere hijraan se taluq ko nibhaney ke liye,
            Mene iss saal bhi jeeney ki kasam khayi hai.


            Comment


            • Re: sirf ashaar

              Hanso aj itna kay is shor me
              Sada siskiyon ki sunai na dey


              Comment


              • Re: sirf ashaar

                Laga na dil ko kya sunaa nahin tu ne,
                Jo kuch ke Meer ka is aashqui ne haal kiya..


                Comment


                • Re: sirf ashaar

                  maiN tumhary he dam se zinda hoN
                  mar he jaooN jo tum se fursat ho


                  Comment


                  • Re: sirf ashaar

                    Dil hijr k dard se bojhal hai, ab aan milo to behter hai,
                    Is baat se hum ko kya matlab, yeh kaise ho yeh kyun kar ho?


                    Comment


                    • Re: sirf ashaar

                      Hum saanjh samay ki chhaya hain, tum charhti raat k chandar maan
                      Hum jaate hain, tum aate ho, phir mail ki soorat kyun kar ho!


                      Comment


                      • Re: sirf ashaar

                        Naam tumahra le ker jaanaaN
                        Sab kuch rab per chor diya hai


                        Comment


                        • Re: sirf ashaar

                          us ne dariya meiN kahiN paaoN diboye tou nahi
                          ho gaya kese achanak ye sunehra paani


                          Comment


                          • Re: sirf ashaar

                            Abh to uss ki ankhoN ke maikaday miyasar haiN
                            Phir sakoon dhoNdo ge, saagharooN meiN, jaamooN meiN


                            Comment


                            • Re: sirf ashaar

                              aawaaz de k chhup gayi her baar zindagi
                              tum aese saada-dil thay k her baar aa gaye


                              Comment


                              • Re: sirf ashaar

                                zulf-o-rukhsaar ka maNzer, touba
                                shaam aur subh ki yakjaayi hai


                                Comment

                                Working...
                                X