Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

sirf ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: sirf ashaar

    Jisay Bhi Kehta Hon Yeh Raat Kesay Guzray Gi
    Wo Hans Kar Dorr Say Apna Diya Dekhata Hay
    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

    Comment


    • Re: sirf ashaar

      Teray Hijraan Say Taluq Nibhanay Kay Liye
      Main Nay Is Saal Bhi Jeenay Ki Qasam Khaii Hay
      :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

      Comment


      • Re: sirf ashaar

        Ana Kay Zam Main Khud Ko Bigarnay Walon
        Tamaam Umar Jalo Gaye Qurbaton Ki Khowahish Main
        :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

        Comment


        • Re: sirf ashaar

          Mana Keh Tera Waqt Qeemti Hay Mager
          Hum Bhi Nayaab Hain Ye Tu Nay Hi Kaha Tha
          :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

          Comment


          • Re: sirf ashaar

            Ab Kaha Aisi Tabiyat Walay
            Chout Kha Kar Jo Dua Kartay Thay
            :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

            Comment


            • Re: sirf ashaar

              Tujhay Taraash Kar Dil Main Saja Liya Main Nay
              Qasoor Is Main Meri Rifat -e- Negah Ka Tha
              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

              Comment


              • Re: sirf ashaar

                Hum Ko Is Jahan Main Koii Be Wafa Nahi Mila
                Kami Paii Tu Faqat Apnay Khaloos Main Paii
                :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                Comment


                • Re: sirf ashaar

                  Kyun Na Is Jhoti Tasali Per Hi Qana'at Kar Lain
                  Log Kehtay Hain Adam Khowab Haseen Hotay Hain
                  :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                  Comment


                  • Re: sirf ashaar

                    Tamaam Umar Ki Tanhaiyaan Smaiti Hain
                    Yahi Meray Dar o Dewaar Ka Muqaddar Tha
                    :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                    Comment


                    • Re: sirf ashaar

                      Main Punch Tu Sakta Tha Us Aankh Kay Aansoo
                      Mager Wo Shabnami Tehreer Mujhay Bohat Aziz Thi
                      :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                      Comment


                      • Re: sirf ashaar

                        ابھی گزرے دنوں کی کچھ صدائیں شور کرتی ہیں
                        دریچے بند رہنے دو ، ہوائیں شور کرتی ہیں
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment


                        • Re: sirf ashaar

                          Jis Kay Saath Rehnay Ki Khaii Thi Qasam Mil Kar
                          Kar Liya Bicharnay Ka Fesla Us Nay Tanha
                          :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                          Comment


                          • Re: sirf ashaar

                            Kaash Us Ko Na Ho Maloom Adam
                            Wo Humay Zindagi Say Pyaara Hay
                            :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                            Comment


                            • Re: sirf ashaar

                              In Main Lahoo Jala Ho Humara Keh Jaan o Dil
                              Mehfil Main Kuch Charag Frozaan Howay Tu Hain
                              :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                              Comment


                              • Re: sirf ashaar

                                Lo Aaj Hum Nay Torr Dia Rishta -e- Umeed
                                Lo Ab Kesi Say Koii Gila Na Karay Gaye Hum
                                :sad Ak Jhoota Lafz Mohabbat Ka ..

                                Comment

                                Working...
                                X