Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

sirf ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: sirf ashaar

    مل جاؤ گر تو پھر وہی باہم ہوں صحبتیں
    کچھ تم بدل گئے ہو نہ میں کچھ بدل گیا

    آغا حسن امانت لکھنوی


    Comment


    • Re: sirf ashaar

      Azeez itna hi rakho k jee sambhal jaye
      ab isqader bhi na chaho k dum nikel jaye


      Comment


      • Re: sirf ashaar

        عزیز اتنا ہی رکھو کہ جی بہل جائے
        نہ اتنا ٹوٹ کے چاہو کہ دَم نکل جائے


        Comment


        • Re: sirf ashaar

          Roaz rauzan sey jhaaNk jaati hai. Kaun, mairy mehbooba?
          NahiN nahiN woh aik billee hai, roaz youN hi mujhey sataati hai


          Comment


          • Re: sirf ashaar

            Bohat Thak Gayi Hoon Main
            Ye Nazaara daikhtay daikhtay
            Aik Dil Ko Apne Hi Haatoon
            Barbaad Hotay Hue


            Comment


            • Re: sirf ashaar

              aaKhirii vaqt bhii puuraa na kiyaa vaadaa-e-vasl
              aap aate hii rahe mar gaye marane vaale
              Ameer Minai


              Comment


              • Re: sirf ashaar

                کیا ستم ہے کہ اب تری صورت
                غور کرنے پہ یاد آتی ہے

                جون ایلیا


                Comment


                • Re: sirf ashaar

                  وصل اُس کا خدا نصیب کرے
                  میرؔ جی چاہتا ہے کیا کیا کچھ

                  میر تقی میرؔ


                  Comment


                  • Re: sirf ashaar

                    محبت پھول ھے،پتھر نھیں ھے
                    مجھے رسوائیوں کا ڈر نھیں ھے
                    ستارے،چاندنی،مے،پھول،خوشبو
                    کوئی شے آپ سے بڑھ کر نھیں ھے


                    Comment


                    • Re: sirf ashaar

                      اعتبارِ عشق کی خانہ خرابی دیکھنا
                      غیر نے کی آہ لیکن وہ خفا مجھ پر ہوا


                      Comment


                      • Re: sirf ashaar

                        چمپئی رنگ پھر اس رنگ میں بجلی کی چمک
                        مات کندن ہے ترے رنگ سے سونا کیا ہے


                        Comment


                        • Re: sirf ashaar

                          sunai deti hai kis k badan ki sargoshi
                          ye kon hai jo mere aas paas rehta hai


                          Comment


                          • Re: sirf ashaar

                            ye hamIn thy jin ky labas pr sr-e-rah siyahi likhi gayi
                            yehi dagh thy jo sja ky hm sr-e-bazm-e-yar chaley gaye


                            Comment


                            • Re: sirf ashaar

                              ye charaagh be-nazar hai ye sitaara be-zabaaN hai
                              abhi tujh se milta julta koi doosra kahaN hai


                              Comment


                              • Re: sirf ashaar

                                wo jin ki chhokhatOn mein aks thy merey habiib ki
                                wo sa`ataiN kahaN gayIn, wo roz-o-shab kidhr gaye


                                Comment

                                Working...
                                X