Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    Aa giya hay moasm-e-wasl itni mehromi k baad
    Hum ko howa ab yaqeen k hum bhi tu zindoun mein hein==> Gul

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      na tha kuch too khuda tha kuch na hota too huda hota
      barbad kai mughay is honay nay na main hota too kia hota
      Last edited by MuQadas; 6 November 2006, 13:01.

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        Na'ummed nahin dil, tera wisaal zaroor ho ga
        apni qismat peh hai yaqin, tera zahoor ho ga
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          Anaa bhi hay kuch khudi k johar bhi hein
          Yeh Gul tu kuch ajeeb say khilay ab kay...==> GUL

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            Yeh ajab khail hai muhabbat ka main ney aap dekha yeh moajza
            woh jo lafz merey gumaan mein they woh teri zuban per aa gaey
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              Yaran-e-Qafas k dil ki sadaa jantay tu hein
              par chahtay hein, Siyaad khud hee raha karay=> :)

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                Yeh rihaii nahin qabool us deewaney ko jo
                apney 'qafas' sey ho chuka hai manoos bohat :)
                Last edited by Masood; 6 November 2006, 14:18.
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  Tanhaiyun say ho gay Manoos iss tarah
                  Mehfil saja-ay baythay hein Hijar o Wasal ki hum==>...........:) .

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    muhabbat ko muhabbat ki tarha dil mein nehaan kar loon
                    mukamil phir tere jor-o-sitam ki dastaan kar loon

                    [shaair]
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      neelay paniyun ki chah mein, Suchay motiyun ki chah thee
                      yun ho gai TEH-E-AAb naseeb, haan ek nibah ki chah thee==> :rose
                      Last edited by Gul; 6 November 2006, 15:02.

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        yeh aur bat keh is per koi chaley na chaley
                        lakeer chhorrney wala lakeer chhorr geya
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          Aagah apni mout sya koi bashar nahi
                          samaan 100 baras ka hai pal ki khabar nahi

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            na ho tabiyat hi jinki qabil, woh tarbiyat sey nahin sanwartey
                            hawa na sarsabaz rah key paani mein, aks sarw-e-kinar-e-jo ka

                            [iqbal]
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              Apney kandhon pe janazey liye apney apney
                              hum karoroon hain mager phir bhi akeley kyon hain

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                nahin hain dehar ki rangeeniyan bhi kam Saaghir
                                haram key raaz bhi ham log hi samajhtey hain
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X