Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    yaksaan kabhi kisi ki na guzri zamaney mein
    yadish bakhair bethey they kal aashyaney mein


    Noon
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      Na muhabbaton ka hisab tha na adawaton ka shumar tha
      kabhi zaat usski azaab thi kabhii rooh ka woh qaraar tha

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        Originally posted by <<Muqadas>> View Post
        Na muhabbaton ka hisab tha na adawaton ka shumar tha
        kabhi zaat usski azaab thi kabhii rooh ka woh qaraar tha
        :thmbup:

        Ab Faraaz apney maseeha sey bhi umeed na rakh
        woh tangdil hai aur terey zakhm mein gehraii bohat

        tey
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~


          Talaash e manzill tou jaanan ik bahana tha
          tamaan umrr main apni taraf rawaana tha..
          main usko hashr mein kis nam se sada dayta
          keh maira usska taaruf tou ghaibaana tha.

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            Very nice Muqadas

            Ik tarz-e-taghaful hai so woh un ko mubarak
            ik arz-e-tamana hai so ham kartey rahein gey


            yey
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              thanyou
              ye fizaa jo gard-o-Gubaar hai merii bekasii kaa mazaar hai
              main vo phuul huon jo na khil sakaa merii zindagii mein wafa kahan

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                naseem-e-subah bu-e-gul sey itrati phirti hai
                zara soonghey shameem-e-zulf, khushboo isko kehtey hain

                Noon
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  najanay kiyon meri aankhon main aa gayey aansu
                  kisi nay haath bharaya------------- jo dosti kay liyey

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    yaron ka ziker kya keh wafa ki talaash mein
                    ham ney to dushmanon ko bhi dil mein bsaa liya

                    alif
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      Ek name kiya likha tara sahil ke rait paar
                      phir umar bhar hawa say maree dushmani rahee

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        yeh raat aur rawayat ki yeh zanjeerein
                        gali key morr sey do laut'tey huwey saey


                        yey
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          yehi nahi keh zameenein meri achooti hein
                          mein Aasman bhi apnay na-ay banata hoon

                          Noon

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            Na Sawal-e-Wasl, Na Arz-e-Gham, Na Hikayatain, Na Shikayatain
                            Tere Ahad May Dil-e-Zaar Kay Sabhi Ikhtiyaar Chalay Gay
                            Mainda Ziker Vi Tu'n, Mainda Fiker Vi Tu'n
                            Mainda Zoaq Vi Tu'n, Vajdaan Vi Tu'n
                            Mainda Aval, Akhir, Ander, Bahir
                            Zahir Tey Pinha'an Vi Tu'n
                            Mainda Bakht Tey, Naam Nishan Vi Tu'n

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              yeh qanayat hai ataat hai k chahat hai faraz
                              hum tu razi hai woh humain jis haal main rakheyy

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                ya raah akelee katte te he yahan sath na koi yar chalay
                                us para na jane kiya paien iss para tu sab kucho har chalay

                                Comment

                                Working...
                                X