Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • 03226018283

    nahi sajday kiay hum nay kabhi shahon ki chokhat par
    hamain jitni zaroorat ho Khuda say maang letay hain

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      na sawal e wasl na arze ghum na hikayatain na shekayatain
      teray ehad main dil e zaar k sahi ikhteyar chalay gay
      Last edited by MuQadas; 11 November 2006, 20:30.

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        ya tera tazkira kare har shaks
        ya koi ham se guftagoo na kare


        yeh

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          yun na mil mujh se khafa ho jaisay
          saath chal mauj-e-saba h jaisay

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            yoon kis tarah kate ga kari dhoop ka safar
            sar-e-khayal-e-yaar ki chadar hi le chalen

            nooN

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              Nah mohabbaton ka hisab tha na adawtoon ka shumar tha
              Kabhi zatt uss ki azab thee kabi rooh ka woh qarar tha
              :)

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                Ana thee oss mein kuch aisi keh khak hogay sab
                WO khawab jin ko daykha tha Roshni kay liyay

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  yaqeen hai ke na aae ga mugh se milne koi
                  to pher ye dil ko mere intezaar kaisa hai..
                  sigpic


                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    Yehan Hum ko nahi koi bhi khabar apni
                    Bahar Dhoondhtay ho ga`ay hum GUL.............

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      Lamha Lamha Waqt Guzer Jaayenga,
                      Chand Lamhoo May Daaman Choot Jaayega,
                      Aaj Waqt Hai Do Baatein Kar Lo Humse,
                      Kal Kya Pata Kon Apke Zindagi May Aa Jayega.
                      sigpic


                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        Ab to bas jaan hi dene ki hai baari ai Noor
                        Mai kahan tak karoon saabit ke wafa hai mujh mai

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          Originally posted by Wafa View Post
                          Lamha Lamha Waqt Guzer Jaayenga,
                          Chand Lamhoo May Daaman Choot Jaayega,
                          Aaj Waqt Hai Do Baatein Kar Lo Humse,
                          Kal Kya Pata Kon Apke Zindagi May Aa Jayega.
                          Intezar kar kay hum ko bhola na daina
                          Haan yaad mein rakho!.. tu shayd k loat aayein ==> Huma

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            Originally posted by <<Muqadas>> View Post
                            Ab to bas jaan hi dene ki hai baari ai Noor
                            Mai kahan tak karoon saabit ke wafa hai mujh mai
                            Nayrangi-e-zamana tu daykhiyay
                            Aaj Chand roshan hay aaftab k sang==> Huma
                            Last edited by Gul; 12 November 2006, 12:04.

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~


                              Goongay Baney Rahey To Sabhi Maantey They Baat
                              Boley Ham To Kisi Ko Bhe Qaa'el Naa Ker Sakey

                              Last edited by MuQadas; 12 November 2006, 12:06.

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                yehan pay baat ka koi andaz hum ko nahi bhata
                                han jab bhi dil mein ho khiyal koi sab hamein bha-ay
                                Huma
                                Last edited by Gul; 12 November 2006, 12:11.

                                Comment

                                Working...
                                X