Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    YEH BHI KHUDA KI DAIN HAI HADI WAGARNA HUM
    SHAYAN-E-ELTAFAT-E-NIGAR-E-ALAM NA THAY.

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      yeh din hain keh yaron ka bharosa bhi nahin hai
      woh din they keh dushman sey bhi nafrat na hui thi
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        ye sard raat awaargi ye neend ka bojh
        ham apne sheher me hote to ghar gaey hote

        yeh

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          yeh dil, yeh aaseb ki nagri, maskan sochon wehamon ka
          soch raha hoon is nagri mein tu kab sey mehmaan huwa?
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~



            ay shakhs ab khuloos ke rishtay na ker talaash
            dunyaa-e-be-sabaat mein ye naam ko nahin

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              naa muradan-e-mohabat ko hakarat se na dekh
              ye bare log hen jeene ka humar jante hen

              noon

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                nahin yeh gham keh meri hasarton ka khoon huwa
                khushi to yeh hai keh saathi hain surkh'roo merey
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  Originally posted by Masood View Post
                  nahin yeh gham keh meri hasarton ka khoon huwa
                  khushi to yeh hai keh saathi hain surkh'roo merey
                  Yun jo dooba hay ek dard meri aankhoun mein
                  Kai toofan bhi hay aaj apna sang laaya===...

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    aaj merey dil ka dard barh geya hai
                    aaj tu ney mujhey apna kah dia hai
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      Yeh jo aa-eynay mein.. hay chupa howa , wo dard jo aankh mein ruka raha
                      Mujhay oss pal ki khabar na thee, Jo tha aanso-oun say dhula dhula ==
                      Filbadeeh
                      Last edited by Gul; 12 November 2006, 17:20.

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        abhi yehi kahin aur likha hai :p

                        yeh umr-e-rawaan hai ik intizaar-e-musalsal
                        sochon ki kehkashaan, khawabon ki daldal
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          Originally posted by Gul View Post
                          Yeh jo aa-eynay mein.. hay chupa howa , wo dard jo aankh mein ruka raha
                          Mujhay oss pal ki khabar na thee, Jo tha aanso-oun say dhula dhula ==
                          Filbadeeh
                          Originally posted by Masood View Post
                          abhi yehi kahin aur likha hai :p

                          yeh umr-e-rawaan hai ik intizaar-e-musalsal
                          sochon ki kehkashaan, khawabon ki daldal
                          :) jaldi nahi na kartay ....soach layatay hein pehaly
                          ALIF say likhna tha:zuban:

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            Originally posted by Gul View Post
                            :) jaldi nahi na kartay ....soach layatay hein pehaly
                            ALIF say likhna tha:zuban:
                            :embarasse oho main samjhaa kuchh jaldi key kaam achhey hotey hain :)

                            aao ik khawaab bunein kal key waastey
                            aao ham dhoondney chalein apney ghumshuda raastey
                            aao un khuwabon ko haqeeqat kar dein
                            jin khuwabon sey aabad huwey dil key weeraney
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              Originally posted by Masood View Post
                              abhi yehi kahin aur likha hai :p

                              yeh umr-e-rawaan hai ik intizaar-e-musalsal
                              sochon ki kehkashaan, khawabon ki daldal
                              Lamha lamha senchay thay sapnay munn k aangan mein
                              Chal gai hay tez hawa, ab janay kia koi samar milay .............
                              Filbadeeh

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                yea baysabab gumna nagar nagar mugay acha lagta hi
                                kerna anderoown ka safar mugay acha lagta hi

                                Comment

                                Working...
                                X