Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    Masood yehi dastoor-e-duniya hai issey qabool kar
    harf-e-shikayat bhi lab peh lana na bhool ker
    duniya ki pehli chot peh tu roney laga, pagla
    ley merey deewaney dil pyar ka nateejah mehsool kar
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      Rawa rakah ab kay slook kuch aisa
      keh zindgee pay koi etabar kabhi na karay

      Filbadeeh

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        yeh or baat k garjey nahi barseyy tu bauhtt
        werna badal merey sahraoo pey umdey kya kyaa

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          Aankhon mein aansu aa jaate hain
          Phir bhi labo pe hansi rakhni padti hai
          Yeh mohabbat bhi kya cheez hai yaaron
          Jisse karta hain useese chupani padti hai

          next word is I

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            laya thaa kheench jyeh dey k dum mujhey osh-e-zahoor
            k chal jahan ka tamashaa tujheyy dekhaa doonga
            na pooch mujh sey tu zafar meri haqeeqat haal
            ager kahoo ka abbhi tujh ko main rula dooga

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              Abb Is Rah Se Woh Shaks Guzarta Bhi Nahi
              Abb Kis Umeed Pe Darwazay Se Jhankay Koi

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                یہ قفس بھی ہو گیا ہے اب گھر جیسا

                دِل میں کئ چہرے گھر کرنے لگے

                ہما

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  Yaadein jo na aati yun khamoshi se chupke chupke...
                  To mere ghar ki Rounaq hoti teri mehfil se bhi zyada...

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    Apne hissey ki zindagi tu hum jee chukey
                    Ab tu bus dhadkanon ka lihaaz kartey hain
                    Kya kahain, yee duniaa waaloon koo joo
                    Aakahri saans per bhi aitraaz kartey hai

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      yeh zindagi kya hai? ik musalsal dard hai
                      nazaa ka aalam hai, shaakh-e-bahar zard hai
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        Yeh andaz-e-takalum hamein bhaya Buhat hay
                        hamein onn kay takhatub nay aazmaya buhat hay

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          yun meri zindagi mein baharein aain
                          ashkon sey bhari soghatein laein
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            Nigah mein tu ek momala ruka sa hay
                            ojala ek haseen muhbaat ka rawan sa hay

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              ya rab zeest mein aisa bhi ik daur aaey
                              har dil mein khushiyon ka alam lehraey
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                Yehan alfaz ka chuna-o buhat khass howa
                                kuch bhi kehnay say pehlay ek baar soach leina

                                Felbdeeh

                                Comment

                                Working...
                                X