Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    Originally posted by Masood View Post
    Aey Kazmi jissey darya-e-rang-o-noor kahoon


    ajab nahin jo kabhi roshni bulaey mujhey

    Ye aur baat kai jeenai ko jee raha hoon magar
    sakoon tujh sai bicher kar kahee-n na aaya mujhai !
    Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      Originally posted by Dil_E_Veran View Post
      Ye aur baat kai jeenai ko jee raha hoon magar


      sakoon tujh sai bicher kar kahee-n na aaya mujhai !
      yeh dekhney ko sar-e-shaam ghar sey nikloon ga
      andhera kaisey merey raston aaey ga
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        ik lamha mila tha kehnai ko
        zindagi bhrr ki baat kya kartai !
        Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          yeh ibtidaa thi keh main ney ussey pukara tha
          woh aa geya Zafar us ney to intihaa ki thi
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            Yoon to zabt bohat ha ham main bhi laikin
            aankh tak aaya aanso peena .. mushkil hota hai !
            Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              YuuN kis taraH kaTegaa kaRi dhuup ka safar
              Sar par Khayaal-e-yaar ki chaadar hii le chaleN


              Zafar M.

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                Originally posted by Zafar M. View Post
                YuuN kis taraH kaTegaa kaRi dhuup ka safar
                Originally posted by Zafar M. View Post
                Sar par Khayaal-e-yaar ki chaadar hii le chaleN



                naavak a.ndaaz jidhar diidaa-e-jaanaa.N ho.nge
                niim-bismil ka_ii ho.nge ka_ii bejaa.N ho.nge

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  Yaaran-e-Qafas Bhi ab Sadaa kion nahi deytay
                  hai Jism gar Azaad tu Rooh tu Wahin hai
                  Huma

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    Yun to milti hai hazaron se nazrein,
                    Har nazar ka milna piyaar nahin hota

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      itni assan nahi hoti muhabbat Ki kahani
                      Dil mein yeh jnum lay k Rooh mein yeh basay hai
                      Huma

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        Yaad rakho to dil key paas hain ham
                        bhool jao to faasley hain bohat

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          تُم جِس کو اپنے دِل کا رازداں سمجھے
                          وہ شخص تو زمانے سے اک قصہ گو،، سُنا۔۔
                          ہما

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            aaj kisi ne baton baton mein, jab un ka naam liya
                            dil ne jaise thokar khai, dard ne barrhkar thaam liya

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              :salam:
                              Last edited by Shaheen; 5 April 2007, 09:13.

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                Originally posted by شاھین View Post
                                aaj kisi ne baton baton mein, jab un ka naam liya
                                dil ne jaise thokar khai, dard ne barrhkar thaam liya
                                اپنے لیئے ہی راہوں کو روشن کرنا
                                آنسو ؤں کو چراغوں میں جلائے رکھنا
                                ہما

                                Comment

                                Working...
                                X