Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    ye aab o taab isi marhale pe khatam nahi
    koi chiragh he is me aene se bahir bhi

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      Yunhi moasam ki adaa daykh keh yaad aya hay
      Kis qadar jald badal jaatay hein insan jaanaaan

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        Na gunwao navik-e-neem kash dil reza reza gunwa diya
        jo bachey hain sang samet lo tan-e-daagh daagh luta diya
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          Ajnan rastoun pay chal kay guzar gay hum
          kanpay hein qadam apnay , ek teri raah mein kyun
          Filbadeeh

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            naseeb mein hai jo tujhey pana to paa loonga
            warna teri yadon sey apna ghar bsaa loon ga
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              Aawaz day kay dyakh lein shayd koi tu ho
              rastoun mein Gul milay na milay bagh tu houn gay
              Fibadeeh
              Last edited by Gul; 27 November 2006, 00:16.

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                yeh magar kis ko btaein ab hawa key shor mein
                is kharabey mein hamein ik diya achha laga

                [saleem kausar]
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  Alag sa khwab tha ankhoun mein jo jal otha thha
                  Kabhi hamein na thee khabar keh yeh muqam aa-ay ga
                  Fibadeeh

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    aankhon sey urr rahi hai luti mehfilon ki dhool
                    ibrat saraa-e-dehar hai aur ham hain dosto

                    [muneer niyazi]
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      WO AKS AA KAY KAHIN PER TEHRA HOWA DAYKHA
                      WO SUKHNWAR JO LAGA THA KABHI SHNASA BHI HAMEIN

                      fel badeeh

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        nazar aaya tha sar-e-baam Muzaffar koi
                        pohancha deewar key nazdeek to saya nikla

                        [muzaffar warsi]
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          Ahista sochiyay keh chehray say na Numyan ho
                          keh dil mein kaisay moasam aseer rakhtay hein
                          Filbadeeh:)

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            na jaaney qafila-e-ahl-e-dil peh kya guzri
                            yeh iztiraab kabhi nala-e-jars mein na tha

                            [saroor bara bankvi]
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              Aysa safar keh kai guzray qafloun kay baad
                              ab rahguzar pay hay nahi koi nishan suno
                              filbadeeh

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                waqt ney woh zanjeer daali hai paoun mein
                                betha huwa hoon mein dukhon ki chhaoun mein

                                fi badeeha
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X