Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shairoun ki Barsaat :)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Shairoun ki Barsaat :)

    Aankhein sey aankhon
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: Shairoun ki Barsaat :)

      Wafa'ain say Wafa


      Lafz ki shakal main ahsaas likha jata hai
      Yani germi ko piyaas likhaa jaata hai
      Mery jazbaat say waqif hai qalm b mera
      mai by wafa likhon to tera naam likha jata hai

      Comment


      • Re: Shairoun ki Barsaat :)

        Wafa
        Attached Files
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: Shairoun ki Barsaat :)

          Wafa


          ye khawab hai to mujhy thore dair daikhny do
          nahe ye shart ky tum bhe ise aser main raho
          ye shaakh shaakh chahakna bhe kiya zarori hai
          aik safeer - e - wafa ho to aik shajar ma raho

          Comment


          • Re: Shairoun ki Barsaat :)

            Khawab
            Attached Files
            Last edited by Masood; 18 October 2007, 22:10.
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • Re: Shairoun ki Barsaat :)

              Jo

              Jo Tum hoty to ye hota
              Jo Tum hoty to wo hota
              ma aur mere tanhaae
              akser ye batain kerty hain

              Comment


              • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                Jo
                Attached Files
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                  Wafa

                  Janay wo kesy loog thy jin ko wafa ka paas tha
                  dosron ky dil py kiya guzray ge ye ahsaas thaa
                  ab to matlab ky liay naam- e - wafa lety hain log
                  wo zamaana ab kaha jo ahl - e - dil ko raas thaa

                  Comment


                  • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                    Ahl
                    Attached Files
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                      Tery

                      Aik hurf tasalle ka aik lafz mohabbat ka
                      khud apny liay os nay likha to bohat roya
                      pehly bhe shikaston py khae the shikast osny
                      lakin wo tery haathon hara to bohat rooya

                      Comment


                      • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                        Muhabbat
                        Attached Files
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                          Mohabbat

                          Mohabbat , chahat ,wafa kuch bhe nahe
                          zindagi ghum kay siwaa kuch bhe nahee

                          Comment


                          • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                            Gham
                            Attached Files
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                              Tu

                              Tu nay he dast - e - shooq barhaya hataaya
                              werna khulood main hamary kami na thee

                              Comment


                              • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                                Hamarey sey hamari

                                yeh na thi hamari qismat keh wisaal-e-yaar hota
                                agar aur jeetey rehtey, yehi intizaar hota
                                huwey mar key ham jo ruswaa, huwey kyun na gharq-e-darya
                                na kahin janaza uth'ta na kahin mizaar hota
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X