Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shairoun ki Barsaat :)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: Shairoun ki Barsaat :)

    :rose
    Attached Files
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment


    • #92
      Re: Shairoun ki Barsaat :)

      ZINDAGE yoon beet rahe hay Danish
      Koe ba jurm saza ho jasay

      Comment


      • #93
        Re: Shairoun ki Barsaat :)

        aslaam_u_alikam:)


        silsiley tor gayaa wo sabhii jaatey jaatey
        werna itney to marasim the keh aate jaatey

        Comment


        • #94
          Re: Shairoun ki Barsaat :)

          Vo bachpany ki neend to ab khaab ho gaee
          kiaa umer thee raat hoee aur soo gaa'ay

          Comment


          • #95
            Re: Shairoun ki Barsaat :)

            na
            Attached Files
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment


            • #96
              Re: Shairoun ki Barsaat :)

              baRe khuloos se apna liya hay ghar ki tarah
              maiN taa-hayaat nazar-band jis qafas meiN rahaa
              bakhsh

              Comment


              • #97
                Re: Shairoun ki Barsaat :)

                Main aur us ko bhool jaoo kiese batain kerty ho
                surat to phir surat hai vo naam bhe piara lagta hai

                Comment


                • #98
                  Re: Shairoun ki Barsaat :)

                  naam

                  naam dey ke rishtey ko torein to kahiin behtar
                  be-naam sa rishta ho keh jo toot na paaye
                  :rose

                  Comment


                  • #99
                    Re: Shairoun ki Barsaat :)

                    Na jaany kio mere aankhon main aa ga'ay aanso
                    kise ny hath barhaya jo dostee kay liay

                    Comment


                    • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                      Aankhon


                      Aankhon ka kasoor hai yaan Husn-e-jamal hai
                      Aati hai kiu nazar teyri soorat jagah jagah
                      sigpic

                      Comment


                      • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                        Teri Soorat

                        Teri soorat nigahon mein phirti rahey
                        ishq tera staey to main kya karoon?
                        terey khamosh rehney sey aey pardah nasheen
                        tujh peh ilzaam aaey to main kya karoon?
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                          Tery khayal ka aik silsila tha apny sath
                          safar aisa tha ky hum lout ker gher na ay

                          Comment


                          • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                            Aik

                            Aik Dil ka dard tha ' jo raha zindagi ke sath
                            Aik Dil ka chein tha jo sada dhondtey rahey
                            sigpic

                            Comment


                            • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                              Dard sy na aashna tha mera dil
                              zindagi bay maza the mery laiy
                              go masiha nahe tha vo phir bhe
                              us ky hath main shifa the meray laiy

                              Comment


                              • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                                Ham

                                Ham ko apnaney ki khatir yaro
                                tum ney kuchh yaar bhi chhorey hon gey
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X